राह में उनसे Raah Mein Unse Lyrics

in

राह में उनसे – Hindi Lyrics of Raah Mein Unse (Hindi Song) is sung by Dev Negi and Deeksha Toor. Raah Mein Unse is a Romantic song, composed by Chirantan Bhatt, with lyrics written by Manoj Yadav. The music video of the track is directed by Nitin FCP, picturized on Akkshith Sukhija and Sanchi Rai.

"Raah Mein Unse" Song Details:

Label: Tips Official
Singer(s):Dev Negi, Deeksha Toor
Lyricist(s):Manoj Yadav
Music Director(s):Chirantan Bhatt
Genre(s):Romantic
Music Label:© Tips Official
Starring:Akkshith Sukhija, Sanchi Rai

Raah Mein Unse Lyrics – Dev Negi, Deeksha Toor

Ishq Kasam Ishq Nahi Tha Karna
Kisi Pe Kabhi Humko Nahi Tha Marna

Dil Kahin Kho Jaayena
Kisi Ka Ye Ho Jaayena
Jaan Kahin Le Le Na Yahi Dar Tha

Raah Mein Unse Mulaakat Ho Gayi
Raah Mein Unse Mulaakat Ho Gayi
Jisse Darte The Wohi Baat Ho Gayi

Jhoom Kar Dil Tera
Seene Mein Rakh Liya
Saanson Mein Dil Se Uska
Sajda Kiya

Yun Hi The Bewajah
Keemti Bangaye
Teri Mohabbat Ne Woh
Rutwadiya

Galti Ye Humse Laajawab Ho Gayi
Galti Ye Humse Laajawab Ho Gayi
Jisse Darte The Wohi Baat Ho Gayi

Dil Kahin Kho Jaayena
Kisi Ka Ye Ho Jaayena
Jaan Kahin Le Le Na Yahi Dar Tha

Raah Mein Unse Mulaakat Ho Gayi
Raah Mein Unse Mulaakat Ho Gayi
Jisse Darte The Wohi Baat Ho Gayi

इश्क़ क़सम इश्क़ नहीं था करना
किसी पे कभी हमको नहीं था मरना

दिल कहीं खो जाए ना
किसी का ये हो जाए ना
जान कहीं ले ले ना यही डर था

राह में उनसे मुलाक़ात हो गई
राह में उनसे मुलाक़ात हो गई
जिससे डरते थे वही बात हो गई

झूम कर दिल तेरा
सीने में रख लिया
साँसों में दिल से उसका
सजदा किया

यूँ ही थे बेवजह
क़ीमती बन गए
तेरी मोहब्बत ने वो
रुतवा दिया

ग़लती ये हमसे लाजवाब हो गई
ग़लती ये हमसे लाजवाब हो गई
जिससे डरते थे वही बात हो गई

दिल कहीं खो जाए ना
किसी का ये हो जाए ना
जान कहीं ले ले ना यही डर था

राह में उनसे मुलाक़ात हो गई
राह में उनसे मुलाक़ात हो गई
जिससे डरते थे वही बात हो गई

Raah Mein Unse Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.