Raaz Hai Lyrics – Palak Muchhal
Kaisi Hai Ye Mohabbat
Mil Ke Bhi Na Mili
Paas Ho Kar Bhi
Kyun Faasle Rahe
Dil Sulajhaye Ye Uljhan Meri
Tu Bata De Use Chahun Ya Nahi
Khud Se Bhi Zyaada Hai Us Par Yaqeen
Tu Bata De Use Chahun Ya Nahi
Din Ke Bhes Mein
Ye Kaali Raat Hai
Jo Hai Saamne
Wahi Toh Raaz Hai
Din Ke Bhes Mein
Ye Kaali Raat Hai
Jo Hai Saamne
Wahi Toh Raaz Hai
Cheekhein Meri Khaamoshiyaan
Sun Ke Bhi Kyun Sunta Nahi
Thame Teri Parchhaiyaan
Tu Jahaan Mein Bhi Wahi
Khud Ko Kiya Maine Tujh Pe Fana
Ishq Ke Saath Hai Saaya Maut Ka
Kaisa Hai Rishta Rooh Se Rooh Ka
Ishq Ke Saath Hai Saaya Maut Ka
Din Ke Bhes Mein
Ye Kaali Raat Hai
Jo Hai Saamne
Wahi Toh Raaz Hai
Din Ke Bhes Mein
Ye Kaali Raat Hai
Jo Hai Saamne
Wahi Toh Raaz Hai
कैसी है ये मोहब्बत
मिल के भी ना मिली
पास हो कर भी
क्यों फासले रहे
दिल सुलझाए ये उलझन मेरी
तू बता दे उसे चाहूँ या नहीं
खुद से भी ज़्यादा है उस पर यक़ीन
तू बता दे उसे चाहूँ या नहीं
दिन के भेस में
ये काली रात है
जो है सामने
वही तो राज़ है
दिन के भेस में
ये काली रात है
जो है सामने
वही तो राज़ है
चीखें मेरी खामोशियाँ
सुन के भी क्यों सुनता नहीं
थामे तेरी परछाइयाँ
तू जहाँ में भी वही
खुद को किया मैंने तुझ पे फना
इश्क़ के साथ है साया मौत का
कैसा है रिश्ता रूह से रूह का
इश्क़ के साथ है साया मौत का
दिन के भेस में
ये काली रात है
जो है सामने
वही तो राज़ है
दिन के भेस में
ये काली रात है
जो है सामने
वही तो राज़ है
