Raham Na Khana Lyrics

in

"Raham Na Khana" Song Details:

Movie: Roti (1942)
Singer(s):Akhtari Bai Faizabad (Begum Akhtar)
Lyricist(s):Safdar Aah
Composer(s):Anil Krishna Biswas
Music Director(s):Anil Krishna Biswas
Genre(s):Philosophical
Director(s):Mehboob Khan
Music Label:© Saregama
Starring:Chandra Mohan, Sitara Devi, Akhtari, Sheikh Mukhtar

Raham Na Khana Lyrics – Akhtari Bai Faizabad (Begum Akhtar)

lyricsbogie.com
Raham na khana
Raham na khana
Hai makkaar zamana
Hai makkaar zamana
Raham na khana
Raham na khana
Raham na khana
Hai makkaar zamana
Hai makkaar zamana
Raham na khana
Jhoothaa saadhu pahan ke aaya
Dayaa dharam ka banaa
Hai makkaar zamana
Raham na khana
Raham na khana
Raham na khana

Isi raham ne tumko mitaayaa
Raaj paat sab apnaa ganwaaya
Isi raham ne tumko mitaayaa
Raaj paat sab apnaa ganwaaya
Khaan me poori aan baan ho
Daas bane hai ranaa
Hai makkaar zamana
Raham na khana
Khaan me koi aan baan ho
Daas bane hai ranaa
Hai makkaar zamana
Raham na khana
Raham na khana
Raham na khana
Hai makkaar zamana
Hai makkaar zamana

Dukhiya durbal chheen le roti
Haath marod kar chheen le roti
Dukhiya durbal chheen le roti
Haath marod kar chheen le roti
Bheekh maangkar jeene se to
Achha hai mar janaa
Hai makkaar zamana
Raham na khana
Bheekh maangkar jeene se to
Achha hai mar janaa
Hai makkaar zamana
Raham na khana
Raham na khana
Raham na khana
Hai makkaar zamana
Hai makkaar zamana
Raham na khana.

Raham Na Khana Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.