Rang Gayi Aaj Mann Ki Bagiya Lyrics

in

“Lyrics of Rang Gayi Aaj Mann Ki Bagiya”, is a Hindi song from the film Saugandh, directed by Hemchandra Chunder and stars Phari Sanyal, Bharti Devi and Ashit Baran. Music composed by Rai Chand Boral, the song is sung by Asit Baran and Bharti, with lyrics penned by Pandit Natwar.

"Rang Gayi Aaj Mann Ki Bagiya" Song Details:

Movie: Saugandh
Singer(s):Asit Baran, Bharti
Lyricist(s):Pandit Natwar
Composer(s):Rai Chand Boral
Music Director(s):Rai Chand Boral
Genre(s):Romantic
Director(s):Hemchandra Chunder
Music Label:© New Theatre Records
Starring:Phari Sanyal, Bharti Devi, Ashit Baran

Rang Gayi Aaj Mann Ki Bagiya Lyrics – Asit Baran, Bharti

lyricsbogie.com
Rang gayi aaj man me bagiya
Kisne pichkari dhali
Rang gayi
Rang gayi aaj man me bagiya
Kisne pichkari dhali

Chhab me chhipkar chhidki kisne
Chhab me chhipkar chhidki kisne
Hariyali me yu dhali
Hariyali me yu dhali
Rang gayi
Rang gayi aaj man ki bagiya
Kisne pichkari dali
Aa aa…
Man kare bairi sang vaiya
Aur khile kali muskaye
Man kare bairi sang vaiya
Aur khile kali muskaye
Rasiya banware ne aakar
Khushiyo ke taan sunaye
Rasiya banware ne aakar
Khushiyo ke taan sunaye
Papiha ne jis se sikha gana
Koyal ne kuk churayi
Papiha ne jis se sikha gana
Koyal ne kuk churayi
Rang gayi
Rang gayi aaj man ki bagiya
Kisne pichkari dali
Rang gayi aaj man ki bagiya
Kisne pichkari dali
Ha ha ha…

Fir baji vahi basuriya yamuna lene rang aayi
Sajani sajan ke sang me ban than bahar ban aayi
Fir baji vahi basuriya yamuna lene rang aayi
Sajani sajan ke sang me ban than bahar ban aayi
Sajani sajan ke sang me ban than bahar ban aayi
Nirjivan me jivan chaya
Nirjivan me jivan chaya
Jivan ananya chayi
Nirjivan me jivan chaya
Jivan me ananya chayi
Rang gayi aaj man ki bagiya
Kisne pichkari dali.

Rang Gayi Aaj Mann Ki Bagiya Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.