Rangeen Aanchal Lyrics – Asha Bhosle
Haath me aake chut gaya
Dil ka najuk najuk shisha thesh lagi
Thesh lagi or tut gaya
Thesh lagi or tut gaya
Haye kisi ka rangeen aachal
Haath me aake chut gaya
Aise chali takdir ki aandhi
Pyar ki shama jal na saki
Aye bimar e mohabbat humse
Teri nabje dub chali
Chpke chupke teri dunia
Ghar ka bhedi..haye
Ghar ka bhedi lut gaya
Ghar ka bhedi lut gaya
Haye kisi ka rangeen aachal
Haath me aake chut gaya
Jisko najre dhundh rahi hai
Haye wahi mehfil me nahi
Thoda sa bhi dard mohabbat
Us jalim ke dil me nahi
Dilwao ko ranj yahi hai
Ban ke nasiba
Ban ke nasiba fut gaya
Ban ke nasiba fut gaya
Haye kisi ka rangeen aachal
Haath me aake chut gaya
Hath kaleje pe rakh rakh ke
Jisko hamne yad kiya
Usne hamse fer ke aanhke
Gair ka ghar abad kiya
Kehti hai thandi thandi aahe
Pyar ka jadu
Pyar ka jadu tut gaya
Pyar ka jadu tut gaya
Haye kisi ka rangeen aachal
Haath me aake chut gaya
Dil ka najuk najuk shisha thesh lagi
Thesh lagi or tut gaya
Thesh lagi or tut gaya
Haye kisi ka rangeen aachal
Haath me aake chut gaya.