Reh Reh Ke Teri Yaad Lyrics

in

"Reh Reh Ke Teri Yaad" Song Details:

Album/Label: Badli Teri Nazar (2011)
Singer(s):Ustad Rais Khan
Genre(s):Ghazal
Music Label:© ACE Music
Starring:Vasu
Release on:1st January, 2011

Reh Reh Ke Teri Yaad Lyrics – Ustad Rais Khan

lyricsbogie.com
Rah rah ke teri yaad
Sataye toh kya karun
Rah rah ke teri yaad
Sataye toh kya karun
Dil ko mere qaraar
Na aaye toh kya karun
Rah rah ke teri yaad

Maine toh phir chaman mein
Nasheman banaya tha
Maine toh phir chaman mein
Nasheman banaya tha
Maine toh phir chaman mein
Nashemann banaya tha
Bijali chaman mein koi
Giraye toh kya karun
Bijali chaman mein koi
Giraye toh kya karun
Rah rah ke teri yaad

Woh mere paas aaye
Khuda jaane baar baar
Woh mere paas aaye
Khuda jaane baar baar
Woh mere paas aaye
Khuda jaane baar baar
Daaman ko ab hamse
Bachaye toh kya karun
Daaman ko ab hamse
Bachaye toh kya karun
Rah rah ke teri yaad

Main toh na pee raha tha
Kabhi bhool ke magar
Main toh na pee raha tha
Kabhi bhool ke magar
Main toh na pee raha tha
Kabhi bhool ke magar
Woh khud nazar se apni
Peelaye toh kya karun
Woh khud nazar se apni
Peelaye toh kya karun
Rah rah ke teri yaad
Sataye toh kya karun
Rah rah ke teri yaad.

Reh Reh Ke Teri Yaad Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.