Roya Karenge Aap Bhi Lyrics

in

"Roya Karenge Aap Bhi" Song Details:

Album/Label: Rehguzar (2001)
Singer(s):Pamela Singh
Composer(s):Pamela Singh
Music Director(s):Pamela Singh
Genre(s):Ghazal
Music Label:© Tips Music
Starring:Pamela Singh

Roya Karenge Aap Bhi Lyrics – Pamela Singh

Roya karenge aap
Bhi peharo isi tarah
Roya karenge aap
Bhi peharo isi tarah
Atka kare jo aapka
Dil bhi meri tarah
Roya karenge aap bhi

Na kaam hizra mein hain
Na aaram wasla mein hain
Na kaam hizra mein hain
Na aaram wasla mein hain
Kamabakht dil ko chain
Nahi hain kisi tarah
Kamabakht dil ko chain
Nahi hain kisi tarah
Roya karenge aap bhi

Mar chup kahin ki is game
Hizra se chhut jaaye
Mar chup kahin ki is game
Hizra se chhut jaaye
Kehate to hain aksar ki
Woh lekin buri tarah
Kehate to hain aksar ki
Woh lekin buri tarah
Roya karenge aap bhi

lyricsbogie.com
Na jaaye woh kade hain
Na bin jaaye chain hain
Na jaaye woh kade hain
Na bin jaaye chain hain
Kyaa kijiye humein to
Hain muskil sabhi tarah
Kyaa kijiye humein to
Hain muskil sabhi tarah
Roya karenge aap bhi

Bujha balag butane
Sitam gar ke hath se
Bujha balag butane
Sitam gar ke hath se
Kyaa sab jahan mein
Jee te hain momin isi tarah
Kyaa sab jahan mein
Jee te hain momin isi tarah
Roya karenge aap
Bhi peharo isi tarah
Atka kare jo aapka
Dil bhi meri tarah
Roya karenge aap bhi.

Roya Karenge Aap Bhi Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.