Saanwali Saloni Lyrics

in

"Saanwali Saloni" Song Details:

Movie: Hum Sab Chor Hain (1995)
Singer(s):Alka Yagnik, Kumar Sanu
Lyricist(s):Nawab Arzoo
Composer(s):Bappi Lahiri
Music Director(s):Bappi Lahiri
Genre(s):Romantic
Director(s):Ambrish Sangal
Music Label:© Saregama
Starring:Vikas Anand, Aparajita, Birbal, Gajendra Chouhan, Dharmendra, Puneet Issar, Jeetendra, Mohan Joshi, Reema Lagoo, Sujata Mehta, Ram Mohan,, Anil Nagrath, Yunus Parvez, Kamal Sadanah, Ram P. Sethi, Girja Shankar, Aashif Sheikh, Ritu Shivpuri, Upasna Singh, Tiku Talsania, Shraddha Verma
Release on:27th October, 1995

Saanwali Saloni Lyrics – Alka Yagnik, Kumar Sanu

Saanwali saloni
Teri jheel si aankhe
Inme na jaane kaha
Kho gaya hai mera dil
Saanwali saloni
Teri jheel si aankhe
Inme na jaane kaha
Kho gaya hai mera dil
Saanware salone teri
Meethi meethi baate
Kar diya tune mera
Pyar mein jina mushkil
Saanware salone teri
Meethi meethi baate
Kar diya tune mera
Pyar mein jina mushkil

Maine kore dil pe humdam
Tera naam likha hai
Maine tere naam ye apne
Subaho shyam likha hai
Roop hai tera meri aankhon mein
Roop hai tera meri aankhon mein
Khushbu hai teri meri sanso mein
Chehre ko chume zulfen tumhari
Jaise ke lehro se mil jaaye koi sahil

Saanwali saloni
Teri jheel si aankhe
Inme na jaane kaha
Kho gaya hai mera dil
Ho saanware salone teri
Meethi meethi baate
Kar diya tune mera
Pyar mein jina mushkil

lyricsbogie.com
Tu khayalo mein khwabo mein
Har pal teri baate ho
Jaise taise din katata hai
Katati nahi hai raate
Neend tune luti chain mera chhina
Neend tune luti chain mera chhina
Bin tere nahi ab hume jina
Lagti hai aise tere hotho ki laali
Jaise ke phulo mein ho
Din ka rang shamil

Saanwali saloni
Teri jheel si aankhe
Inme na jane kaha
Kho gaya hai mera dil
Ha saanware salone teri
Meethi meethi baate
Kar diya tune mera
Pyar mein jina mushkil.

Saanwali Saloni Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.