Sada Hai Prem Ki Jai Jaikaar Lyrics

in

"Sada Hai Prem Ki Jai Jaikaar" Song Details:

Movie: Amar Prem (1936)
Composer(s):Gyan Dutt
Music Director(s):Gyan Dutt
Genre(s):Playful
Director(s):Natwar Shyam
Starring:Ansuya

Sada Hai Prem Ki Jai Jaikaar Lyrics

Sada hai prem ki jai jaikaar
Sada hai prem ki jai jaikaar
Prem ki jai jai kaar
Prem ki jai jai kaar
Sada hai prem ki jai jai kaar
Bhavsagar mein jeewan
Naiya dol rahi majhdhaar
Bhavsagar mein jeewan
Naiya dol rahi majhdhaar

Wo bhi premi satya hai
Jo prem prabhu bane
Banke khiwaiyya
Usko lagaawe paar
Sada hai prem ki jai jaikaar
Sada hai prem ki jai jaikaar

lyricsbogie.com
Saral nahin hai panthh prem ka
Sankat pade hazaar
Saral nahin hai panthh prem ka
Sankat pade hazaar
Wohi premi satya hai
Wohi premi satya hai
Jo samjhe pushp ko pyaar
Sada hai prem ki jai jaikaar aar

Jaha prem hai waha dharm hai
Dharm hai dharm hai
Jaha prem hai waha dharm hai
Dharm atal niyam hai
Niyam hai atal niyam hai
Vijay dharm ki adharm ki hai haar
Jagat mein prem ki jai jaikaar.

Sada Hai Prem Ki Jai Jaikaar Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.