Sajna Ke Samne Lyrics

in

"Sajna Ke Samne" Song Details:

Movie: Paras (1971)
Singer(s):Asha Bhosle
Lyricist(s):Qamar Jalalabadi
Composer(s):Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Director(s):Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Genre(s):Happy (Feel Good)
Director(s):C.P Dixit
Music Label:© Saregama
Starring:Sanjeev Kumar, Rakee, Mehmood, Farida Jalal, Shatrughan Sinha

Sajna Ke Samne Lyrics – Asha Bhosle

Sajana ke samne
Mai to rahungi chup
Sajana ke samne
Mai to rahungi chup
Ha ha sajana ke samne
Mai to rahungi chup
Bol uthi ankhiya to kya hoga
Haye haye kya hoga
Bol uthi ankhiya to kya hoga

lyricsbogie.com
Haye haye kya hoga
Aankhiyo me chha
Gaya nasha bhiga bhiga
Aankhiyo me chha
Gaya nasha bhiga bhiga
Jan gayi sakhiya to kya hoga
Haye haye kya hoga
Jan gaye

Raato ko raato ha ha raato ko
Raato ko udd udd
Ke kahti hai nindiya
Teri kab lagegi mere
Mathe pe bindiya
Man ki abhi tak
Man me chhupi hai
Fail gagi fail gayi
Baatiya to kya hoga
Haye haye kya hoga
Sajana ke
Sajana ke samne mai
To rahungi chup chup

Aisi lagi kaisi lagi
Ha ha aisi lagi
Aisi lagi aag mere
Sine me prit ki
Haye yaad aye ghadi
Ghadi angte ki mit ki
Din to gujarugi
Kar kar ke baatiya
Gujari nagujari na to kya
Haye haye kya hoga
Sajana ke samne mai
To rahungi chup chup

Chori chori chori
Chori ha ha chori chori
Chori chori sapane
Me aata hai koi
Uske khyalo me
Rahu khoyi khoyi
Ban ke diwani likh di jo maine
Pakadi gayi pakadi
Gayi baatiya to kya hoga
Haye haye kya hoga

Sajana ke
Sajana ke samne mai
To rahungi chup chup
Sajana ke samne mai
To rahungi chup chup
Bol uthi ankhiya to kya hoga
Haye haye kya hoga
Bol uthi ankhiya to kya hoga
Haye haye kya hoga
Bol uthi ankhiya to kya hoga
Haye haye kya hoga
Kya hoga.

Sajna Ke Samne Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.