Samadhin Ki Meina Lyrics

in

"Samadhin Ki Meina" Song Details:

Movie: Bahu Ki Awaaz (1985)
Singer(s):Chandrani Mukherjee, Dilraj Kaur
Lyricist(s):K.J. Yesudas
Composer(s):Vijay Batalvi
Music Director(s):Vijay
Director(s):Shashilal K. Nair
Music Label:© T-Series
Starring:Vikas Anand, Bharat Bhushan, B.L. Chopra, Sulabha Deshpande, Amrit Dhillon, Aruna Irani, T.P. Jain

Samadhin Ki Meina Lyrics – Chandrani Mukherjee, Dilraj Kaur

Maina ji maina tota ji tota
Maina ji maina tota ji tota
Samdhin ki maina samdhi ka tota
Samdhin ki maina samdhi ka tota
Samdhin ki maina
Le gaya samdhi ka tota
Samdhin ki maina
Le gaya samdhi ka tota
Haye moyaa haye
Moya haye moya jhutha
Aji wo jhutha
Aji rampur luta bharatpur luta
Rampur luta bharatpur luta
Samdhin ki maina le gaya

Jara suno to meri baat
Ho jaye jo adhi raat
Karungi tab main milakat
Bajadungi subah ke saat
Hu aakhir main bhi aurat ki jat
Ho fate chak dange
Chite kapde wangu
Dhoke rakh dange
Chite kapde wangu
Dhoke rakh dange
Samdhin ki maina le
Gaya samdhi ka tota
Samdhin ki maina le
Gaya samdhi ka tota

lyricsbogie.com
Boli samdhin lage tha
Samdhi ek bhola anjan
Par angana mein jab
Wo ghusa wo nikla beiman
Wo kala wo kala
Wo kala kala kekeda
Wo kala kala kekeda niyat ka khota
Samdhin ki maina le
Gaya samdhi ka tota
Samdhin ki maina l
Gaya samdhi ka tota

Nagpuri wo santara or
Jamun ke the angur
Kela tha malwar ka
Main to ho gayi chaknachur
Kamar ko jhatka de gaya
Kamar ko jhatka de gaya
Punjabi ka sota
Samdhin ki maina le gaya
Samdhi ka tota
Samdhin ki maina le gaya
Samdhi ka tota

Jab jhatke pe lagta jhatka
Yu lage kuch andar
Atka to bolo kya hua
Bolo ise hichki haye haye hichki
Ise hichki kahte sare hote
Jhatke iske karare
Kisi ko na bolna
Sal alg gaya solwa
Jab andar se kuch sarke
Upar se tabiyat bhadke
To bolo kya hua bolo na
Jab bhade koi prem kahani
Ho dil hokar apni
Pani sarak sa jata hain
Bhadak sa jata hain
Jab thand mein paasina aaye mera
Tan mere man ko sataye
To bolo kya hua bolo na
Ye bat hai khatere wali ho
Tere bag ki lachke dali

Sajan ko bol de
Ghunghat pat khol de
Jab tip tip haye haye tip tip
Jab tip tip haye haye tip tip
Jab tip tip rat ko hoti
Sawan mein main nahin
Soti to bolo kya hua
Din aa gaye tere gori
Ho tujhe bandh ke
Resam dori dulha le jayega
Ke doli leke aayega

Aaya cham cham karta
Dulha sang mein aaye barati
Lule langde sare inke
Muh mein dalo matti
Dikhte sabhi vilayati
Chuhe is dulhe ke sathi
Maa dulhe ki budhiya geet pyar ke gati
Dulhe ji ka abba roye tel raha na bati
Byah karwaungi lado jungli hathi
Byah karwaungi lado jungli hathi
Byah karwaungi lado jungli hathi
Byah karwaungi lado jungli hathi
Samdhin ki maina
Le gaya samdhi ka tota.

Samadhin Ki Meina Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.