Saqiya Hosh Kahan Tha Lyrics

in

"Saqiya Hosh Kahan Tha" Song Details:

Album/Label: Rare Gems (1992)
Singer(s):Jagjit Singh
Lyricist(s):Shamim Shahabadi
Composer(s):Jagjit Singh
Music Director(s):Jagjit Singh
Genre(s):Ghazal
Music Label:© EMI Music

Saqiya Hosh Kahan Tha Lyrics – Jagjit Singh

lyricsbogie.com
Aankh ko jaam samajh
Baitha tha anjaane mein
Aankh ko jaam samajh
Baitha tha anjaane mein
Saaqiya hosh kahan tha
Tere deewaane mein

Jaane kis baat ki unko hain
Shikaayat mujhse
Jaane kis baat ki unko hain
Shikaayat mujhse
Naam tak jinka nahin hain
Mere afsaane mein
Saaqiya hosh kahan tha
Tere deewane mein

Dil ke tukdon se teri yaad ki
Khushboo na gayi
Dil ke tukdon se teri yaad ki
Khushboo na gayi
Hue main baaqi hain toote huye
Paimaanon mein
Saaqiya hosh kahan tha
Tere deewane mein

Dil-e-barbad mein
Umeed ka aalam kya hain
Dil-e-barbad mein
Umeed ka aalam kya hain
Timtimathi huyee ik
Shamma hai veeraane mein
Saaqiya hosh kahan tha
Tere deewane mein.

Saqiya Hosh Kahan Tha Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.