Sehma Sehma Dara Sa Rehta Hai Lyrics

in

"Sehma Sehma Dara Sa Rehta Hai" Song Details:

Album/Label: Visaal (2001)
Singer(s):Ustad Ghulam Ali
Lyricist(s):Gulzar
Composer(s):Ustad Ghulam Ali
Music Director(s):Ustad Ghulam Ali
Genre(s):Ghazal
Music Label:© Saregama

Sehma Sehma Dara Sa Rehta Hai Lyrics – Ustad Ghulam Ali

lyricsbogie.com
Sehma sehma dara sa rehta hai
Sehma sehma dara sa rehta hai
Jane kyun ji bhara sa rehta hai
Sehma sehma dara sa rehta hai
Jane kyun ji bhara sa rehta hai
Sehma sehma dara sa rehta hai

Kaai si jam gayi hai aankho par
Kaai si jam gayi hai aankho par
Kaai si jam gayi hai aankho par
Sara mazar hara sa rehta hai
Sara mazar hara sa rehta hai
Sehma sehma dara sa rehta hai
Sehma sehma dara sa rehta hai

Ek pal dekh lun to uthata hun
Ek pal dekh lun to uthata hun
Ek pal dekh lun to uthata hun
Jal gaya sab zara sa rehta hai
Jal gaya sab zara sa rehta hai
Sehma sehma dara sa rehta hai
Sehma sehma dara sa rehta hai

Ishq me aur kuchh nahi hota
Ishq me aur kuchh nahi hota
Ishq me aur kuchh nahi hota
Aadmi baawra sa rehta hai
Aadmi baawra sa rehta hai
Sehma sehma dara sa rehta hai
Jane kyun ji bhara sa rehta hai
Sehma sehma dara sa rehta hai
Sehma sehma dara sa rehta hai.

Sehma Sehma Dara Sa Rehta Hai Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.