Sharaab Pee Pee Kar Lyrics

in

"Sharaab Pee Pee Kar" Song Details:

Album/Label: Nasha (2000)
Singer(s):Kumar Sanu
Lyricist(s):Pandit K.Razdan
Composer(s):Jeetu, Tapan
Music Director(s):Jeetu, Tapan
Genre(s):Sharaabi
Music Label:© Tips Music
Starring:Kumar Sanu

Sharaab Pee Pee Kar Lyrics – Kumar Sanu

Ajeeb hota hai manzar
Sharaab pee pee kar
Ajeeb hota hai manzar
Sharaab pee pee kar
Sharaab pee pee kar
Ke haste rote hai aksar
Ke haste rote hai aksar
Sharaab pee pee kar
Sharaab pee pee kar
Ajeeb hota hai manzar

lyricsbogie.com
Humesa phool se denge
Jawaab dushamn ko
Humesa phool se denge
Jawaab dushamn ko
Humesa phool se denge
Jawaab dushamn ko
Zamaana maar le patthar
Zamaana maar le patthar
Sharaab pee pee kar
Sharaab pee pee kar
Ajeeb hota hai manzar

Jubaan hai saaf kadam
Ladkhada nahi sakte
Jubaan hai saaf kadam
Ladkhada nahi sakte
Jubaan hai saaf kadam
Ladkhada nahi sakte
Rahenga hosh barabar
Rahenga hosh barabar
Sharaab pee pee kar
Sharaab pee pee kar
Ajeeb hota hai manzar

Agar kis mein hai himmat
To rok lo tufaa
Agar kis mein hai himmat
To rok lo tufaa
Agar kis mein hai himmat
To rok lo tufaa
Behek raha hai samandar
Behek raha hai samandar
Sharaab pee pee kar
Sharaab pee pee kar
Ajeeb hota hai manzar

Chalo bujhake charago ko
Hum bhi so jaaye
Chalo…chalo bujhake charago ko
Hum bhi so jaaye
Chalo bujhake charago ko
Hum bhi so jaaye
Ghamo ne ooda lee chadar
Ghamo ne ooda lee chadar
Sharaab pee pee kar
Sharaab pee pee kar
Ajeeb hota hai manzar
Sharaab pee pee kar

Ajeeb hota hai manzar
Sharaab pee pee kar
Sharaab pee pee kar
Ke haste rote hai aksar
Ke haste rote hai aksar
Sharaab pee pee kar
Sharaab pee pee kar.

Sharaab Pee Pee Kar Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.