Shayad Lyrics – Rekha Bhardwaj
Ehsaas Jo Tha Darmiyaan
Kya Waqt Ne Suljha Diya
Dil Ki Kadi Bikhri Hai Ya
Phir Shaakhon Ne Tinka Apna Liya
Anjaane Dil Samjhe Zara
Ye Uljhanein In Palon Ki
Ye Rangte Shaamon Mein Sang Tere
Shayad Kabhi Na Hongi
Haaye Shayad Kabhi Na Hongi
Hui Thi Jab Mohabbat
Yun Kahen Hum Poore Ho Gaye
Abhi Bhi Woh Mukammal
Aur Hum Adhoore Reh Gaye
Hui Thi Jab Mohabbat
Yun Kahen Hum Poore Ho Gaye
Abhi Bhi Woh Mukammal
Aur Hum Adhoore Reh Gaye
Shayad Kabhi Na Hongi
Haaye Shayad Kabhi Na Hongi
Shayad Kabhi Na Honge
Shayad Kabhi Na Honge
एहसास जो था दरमियाँ
क्या वक़्त ने सुलझा दिया
दिल की कड़ी बिखरी है या
फिर शाखों ने तिनका अपना लिया
अनजाने दिल समझे ज़रा
ये उलझनें इन पलों की
ये रंगती शामों में संग तेरे
शायद कभी ना होंगी
हाए शायद कभी ना होंगी
हुई थी जब मोहब्बत
यूँ कहें हम पूरे हो गए
अभी भी वो मुकम्मल
और हम अधूरे रह गए
हुई थी जब मोहब्बत
यूँ कहें हम पूरे हो गए
अभी भी वो मुकम्मल
और हम अधूरे रह गए
शायद कभी ना होंगी
हाए शायद कभी ना होंगी
शायद कभी ना होंगे
शायद कभी ना होंगे
