Suna Tha Dekha Na Tha Lyrics

in

"Suna Tha Dekha Na Tha" Song Details:

Movie: Mast (1999)
Singer(s):Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan
Lyricist(s):Nitin Raikwar
Composer(s):Sandeep Chowta
Music Director(s):Sandeep Chowta
Genre(s):Happy (Feel Good)
Director(s):Ram Gopal Verma
Music Label:© Venus
Starring:Aftab Shivdasani, Urmila Matondkar, Dalip Tahil, Smita Jaykar, Govind Namdeo, Antara Mali, Neeraj Vora, Rajpal Yadav
Release on:15th October, 1999

Suna Tha Dekha Na Tha Lyrics – Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan

lyricsbogie.com
Suna tha dekha na tha
Samjha na tha jaana na tha
Suna tha dekha na tha
Samjha na tha jaana na tha
O kya yehi woh pyaar hai
Ye jo mujhe ho gaya
Suna tha dekha na tha
Samjha na tha jaana na tha
Are, kya yehi woh pyaar hai
Ye jo mujhe ho gaya

Mere honth gayein tarane ushi ke
Woh aaye na jaaye khayalon se
Kyoon hai haal aisa deewanon ke jaisa
Koi to bataa de hua kya hai
Kya yehi woh pyaar hai
Ye jo mujhe ho gaya
Suna tha dekha na tha
Samjha na tha jaana na tha
Suna tha dekha na tha
Samjha na tha jaana na tha

Main chalta hoon rukta hoon
Phir sochta hoon
Samaa kaisa jaado jagata hai
Agar mast hoon main
To masti ye kya hai
Mere saath ye silsila kya hai
Kya yehi woh pyaar hai
Ye jo mujhe ho gaya
Suna tha dekha na tha
Samjha na tha jaana na tha
Suna tha dekha na tha
Samjha na tha jaana na tha
Are kya yehi woh pyaar hai
Ye jo mujhe ho gaya
La ra la, la ra la
La la la la, la la la la
La la la la, la la la la
Kya yehi woh pyaar hai.

 

Suna Tha Dekha Na Tha Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *