Sundari Ye Jeevan Tera Lyrics

in

"Sundari Ye Jeevan Tera" Song Details:

Movie: Dal-Pati
Singer(s):Sadhana Sargam, Suresh Wadkar
Lyricist(s):P.K. Mishra
Composer(s):Ilaiyaraaja
Music Director(s):Ilaiyaraaja
Genre(s):Playful
Director(s):Mani Ratnam
Starring:Mammootty, Rajinikanth, Shobana, Arvind Swamy, Srividya, Bhanupriya, Amrish Puri, Jai Sankar, Geetha, Charu Haasan, Manoj K. Jayan, Nagesh, Sonu Walia
Release on:25th November, 1991

Sundari Ye Jeevan Tera Lyrics – Sadhana Sargam, Suresh Wadkar

Sundari ye jeevan tera
Jo hain sada hain tera
Sajana yeh jeevan
Jo bhi hai sada hain tera
Tu suhagan hain hamari
Jan se jyada tu pyari
Aa zara gale laga
Sundri ye jeevan tera
Jo hain sada hain tera
Sajana ye jeevan
Jo bhi hain sada hain tera

lyricsbogie.com
Tu mera mohan pyara
Kar baithi singar main
Milan ki pyasi balam
Tadpu ter pyar mein
Tere bin suna suna
Lagta ye sansar hain
Tu nahin meri sajni
Yeh jeevan bekar hain
Jan jayegi tum bin
Ye jara soch lena
Mai tera chandarma
Tu jara sochana
Janejaa hame bhule kyu
Man me sada rahti ho
Sajana ye jeevan
Jo bhi hai sada hain tera
Sundri ye jeevan tera
Jo hai sada hain tera
Tu hi sajan hai hamara
Jan se jyada tu pyara
Aa jara gale laga
Sundri ye jeevan tera
Jo hain sada hain tera
Sajana ye jeevan
Jo bhi hai sada hain tera

Bin tere mera jeevan
Patjhad jaisa ho gaya
Baithi hoon aas lagaye jane
Kaha tu kho gaya
Har ghadi tarsa sajni
Hoke tumse main juda
Tumse milne ki ghadiya
Kab milti hain kya pata
Tu nahin aaya to
Main kaha jaungi
Main chala aaunga
Ye nahin bhulna
Udd ke tu aa merae balam
Dunia badi hai jalim
Sundri ye jeevan tera.

Sundari Ye Jeevan Tera Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.