Suniyo Zara Lyrics – Kumar Sanu, Udit Narayan, Anupam Amod
Aankhein Kaari-Kaari Surmai-Surmai
Aasmaan Se Jaise Aayi Ho Ik Pari
Ho Aankhein Kaari-Kaari Surmai-Surmai
Aasmaan Se Jaise Aayi Ho Ik Pari
Dheeme-Dheeme Chaukhat Pe Jab Woh Aati Thi
Ye Hawayein Chhoo Ke Usko Chhed Jaati Thi
Mehboob Ki Thi Jaise Balkhaati Kamariya
Ithlaati Hui Aisi Yahan Ki Dagariya
Suniyo Zara Suniyo Meri Sajni Se Kahiyo
Yaad Aaye Woh Yaad Aaye
Ye Mausam Aur Ye Nazaara Jaise Geet Puraane Gaaye
Sandesha Tera Laaye
Ho Rang Jaane Kitne Chehre Pe the Khilte
Jab Woh Hansti Thi Gaalon Mein Mele Sajte
O Jhoome-Jhoome Ye Mann Preet Aisi Barse
Haath Mein Haath Thaamne Ko Kab Se Tarse
Suniyo Zara Suniyo Meri Sajni Se Kahiyo
Yaad Aaye Woh Yaad Aaye
Jaiyo Koi Jaiyo Meri Sajni Se Kahiyo
Yaad Aaye Woh Yaad Aaye
Ye Mausam Aur Ye Nazaara Jaise Geet Puraane Gaaye
Sandesha Tera Laaye
Suniyo Zara Suniyo Meri Sajni Se Kahiyo
Yaad Aaye Woh Yaad Aaye
आँखें कारी-कारी सुरमई-सुरमई
आसमाँ से जैसे आई हो इक परी
हो आँखें कारी-कारी सुरमई-सुरमई
आसमाँ से जैसे आई हो इक परी
धीमे-धीमे चौखट पे जब वो आती थी
ये हवाएँ छू के उसको छेड़ जाती थीं
महबूब की थी जैसे बलखाती कमरिया
इठलाती हुई ऐसी यहाँ की डगरिया
सुनियो ज़रा सुनियो मेरी सजनी से कहियो
याद आए वो याद आए
ये मौसम और ये नज़ारा जैसे गीत पुराने गाए
संदेशा तेरा लाए
हो रंग जाने कितने चेहरे पे थे खिलते
जब वो हँसती थी गालों में मेले सजते
ओ झूमे-झूमे ये मन प्रीत ऐसी बरसे
हाथ में हाथ थामने को कब से तरसे
सुनियो ज़रा सुनियो मेरी सजनी से कहियो
याद आए वो याद आए
जइयो कोई जइयो मेरी सजनी से कहियो
याद आए वो याद आए
ये मौसम और ये नज़ारा जैसे गीत पुराने गाए
संदेशा तेरा लाए
सुनियो ज़रा सुनियो मेरी सजनी से कहियो
याद आए वो याद आए
