Sur Bin Taan Nahi Hai Lyrics

in

"Sur Bin Taan Nahi Hai" Song Details:

Movie: Payal Ki Jhankaar (1980)
Singer(s):Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit)
Lyricist(s):Maya Govind
Composer(s):Raj Kamal
Music Director(s):Raj Kamal
Genre(s):Classical
Director(s):Satyen Bose
Music Label:© Saregama
Starring:Komal Mahuakar, Alankar, Shyama, Surinder Kaur, Veena

Sur Bin Taan Nahi Hai Lyrics – Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit)

lyricsbogie.com
Sur bin taan nahi nahi rey
Sur bin taan nahi nahi rey
Unka jiwan bhi kya jiwan
Unka jiwan bhi kya jiwan
Jisme maan nahi
Sur bin taan nahi nahi rey

Guru bin gayan nahi nahi rey
Guru bin gayan nahi nahi rey
Bin suraj ke divas na hota
Bin suraj ke divas na hota
Tujhko ko dhyan nahi
Guru bin gayan nahi nahi rey
Sur bin taan nahi

Bin mosam gaye na koyaliya
Bin gori baze na payaliya
Bin mosam gaye na koyaliya
Bin gori baze na payaliya
Bin yoban ke jiwan aisa
Jisme paran nahi
Sur bin taan nahi nahi rey
Guru bin gayan nahi

Mosam ki mohtaj na koyal
Aa aa aa
Mosam ki mohtaj na koyal
Pairo ki mohtaj na payal
Mosam ki mohtaj na koyal
Pairo ki mohtaj na payal
Yovan char dino ka pawan
Kar abiman nahi
Guru bin gayan nahi nahi rey
Sur bin taan nahi.

Sur Bin Taan Nahi Hai Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.