Tabaahi Lyrics

in

Tabaahi Lyrics: This Hindi song is sung by Abhinav Shekhar & released by BLive Music record company. Music was composed by Abhinav Shekhar, with lyrics written by Abhinav Shekhar.

"Tabaahi" Song Details:

Label: BLive Music
Singer(s):Abhinav Shekhar
Lyricist(s):Abhinav Shekhar
Composer(s):Abhinav Shekhar
Music Director(s):Abhinav Shekhar
Genre(s):Pop
Music Label:© BLive Music

Tabaahi Lyrics – Abhinav Shekhar

Wah!
Mera bhai full high kyun
Wait
This is no smoking zone

Tabaahi hai tabaahi
Tabaahi hai tabaahi
Saare bolein mere yaar bhai
Tu tabaahi hai tabaahi

Dhuan ghusa pada hai
Kab se tere mastishk mein
Dhad tera dhara pe
Par ude tu antariksh mein

Tabaahi hai tabaahi
Tabaahi hai tabaahi
Saare bolein mere yaar bhai
Tu tabaahi hai tabaahi

Doosron ko chhod
Khud ko dekh tu aaine mein
Kamiyan nikaal milti
Thandak kya seene mein

Aazma ke dekh tere shabd kitne fake
Na to apne khush hain tumse
Kya rakha hai aise jeene mein

Haan!
Kya rakha hai aise jeene mein
Aise jeene mein jeene mein
Kya rakha hai aise jeene mein

Pehchan ho nageene mein
Naam aisa chahiye
Chahin mere seene mein
Daam aisa chahiye
Behte paseene mein
Aaram aisa chahiye
Ke aaye maza jeene
Kaam aisa chahiye

Tabaahi hai tabaahi
Tabaahi hai tabaahi
Meri baatein woh tabaahi
Jo machaye hai tabaahi
Kadvi ghoont sareekha
Arre bhai bhai bhai
Arre bhai bhai bhai

Tabaahi hai tabaahi
Tabaahi hai tabaahi
Saare bolein mere yaar bhai
Tu tabaahi hai tabaahi

Ghoomte gali sirhane
Rakh ke khud ki pehchane
Phir bhi maane khud ko shaane
Jaake naake pe hi lagti
Inki akal thikaane
Yeh josheele jo gaye the
Ab nasheele ban ke aa rahe

Thode laapata se
Thode hain khafa se
Khud ko door kyon rakha hai
Tumne apnon ke wafa se
Bolo kyon rakh hai
Har dafa se unn wafa se kyon
Kyon rakha hai

Zindagi to ek hai
Khushgi khushi bitana hai
Hosh mein na reh sake
To khaak dil lagana hai

Aakh se sudan se
Phisal rahe lagam se
Sambhal gaye to theek
Warna bura zamana hai

Haalat thodi tight hai aaha
Khud se hi fight hai
Self motivation ki zarurat hai guru
Hangover khatam ab tabaahi shuru

Tabaahi hai tabaahi
Tabaahi hai tabaahi
Saare bolein mere yaar bhai
Tu tabaahi hai tabaahi
Tabaahi hai tabaahi.

Tabaahi Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *