Tasveer Lyrics – Rahat Fateh Ali Khan, Abrar-ul-Haq
Uski Tasveer Padi Hai Meri Tasveer Ke Saath

Jis Tarah Khwab Ko Rakh De Koi Tabeer Ke Saath

Main Kisi Simt Bhi Chal Doon Wahin Laut Aata Hoon

Usne Azaad Kiya Hai Mujhe Zanjeer Ke Saath

Mere Khat Aur Meri Nazmein Bhi Mere Saath Rakho

Mujhko Mitti Mein Utaaro Meri Jaagir Ke Saath

Ab Koi Jodne Aaye Toh Bikhar Jata Hoon
Ab Koi Jodne Aaye Toh Bikhar Jata Hoon
Ab Koi Jodne Aaye Toh Bikhar Jata Hoon
Usne Toda Bhi Hai Mujhko Badi Tadbeer Ke Saath

उसकी तस्वीर पड़ी है मेरी तस्वीर के साथ
उसकी तस्वीर पड़ी है मेरी तस्वीर के साथ
जिस तरह ख़्वाब को रख दे कोई ताबीर के साथ

मैं किसी सिम्त भी चल दूँ वहीं लौट आता हूँ

उसने आज़ाद किया है मुझे ज़ंजीर के साथ
उसने आज़ाद किया है मुझे ज़ंजीर के साथ
मेरे ख़त और मेरी नज़्में भी मेरे साथ रखो

मुझको मिट्टी में उतारो मेरी जागीर के साथ

अब कोई जोड़ने आए तो बिखर जाता हूँ
अब कोई जोड़ने आए तो बिखर जाता हूँ
अब कोई जोड़ने आए तो बिखर जाता हूँ
उसने तोड़ा भी है मुझको बड़ी तदबीर के साथ