Teri Hasti Hain Kya Lyrics

in

“Lyrics of Teri Hasti Hain Kya”, is a Hindi song from the Hindi film Loha, directed by Raj N. Sippy and stars Dharmendra, Shatrughan Sinha, Karan Kapoor, Madhavi, Mandakini and Amrish Puri. Music composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal) and Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal), the song is sung by Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy and Shabbir Kumar, with lyrics penned by Farooq Qaiser.

"Teri Hasti Hain Kya" Song Details:

Movie: Loha
Singer(s):Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Shabbir Kumar
Lyricist(s):Farooq Qaiser
Composer(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Genre(s):Item Number
Director(s):Raj N. Sippy
Music Label:© T-Series
Starring:Dharmendra, Shatrughan Sinha, Karan Kapoor, Madhavi, Mandakini, Amrish Puri
Release on:23rd January, 1987

Teri Hasti Hain Kya Lyrics – Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Shabbir Kumar

Teri hasti hain kya jo mitayega
Teri hasti hain kya jo mitayega
Sar garibo ka tu kya jhukayega
Jhukayega kya jhukayega
Teri hasti hain kya jo mitayega
Sar garibo ka tu kya jhukayega
Kya jhukayega
Sans jab tak hain hum to nachege
Aans jab tak hain hum to nachege
Jisne paida kiya woh bachayega
Jisne paida kiya woh bachayega
Sar garibo ka tu kya jhukayega
Kya jhukayega teri hasti hain kya

Apne ghunghruki kasam
Nachate jayenge hum
Jaan jaye ke rahe
Ab na rokenge kadam
Lagi tan man mein
Agan ab yeh karegi jalan
Kamp jayegi zameen
Sar zuka dega gagan
Ghum udthana likha hain
Muqaddar mein
Dil jalana likha hain
Muqaddar mein
Uski margi hain tu kya nachayeja
Uski margi hain tu kya nachayeja
Sar garibo ka tu kya jhukayega
Kya jhukayega teri hasti hain kya

Tere sar pe chadha joothi takat ka nasha
Tukjhko malum nahin hal kya hoga tera
Hai tera naam bura hain tera kam bura
Yaad rakh hoga yahi tera anzam bura
Khali jata nahin var aaho ka
Tujhko badla milega gunaho ka
Nav kagaz ki kab tak chalayega
Nav kagaz ki kab tak chalayega
Sar garibo ka tu kya jhukayega
Kya jhukayega teri hasti hain kya

Khun bahta hain jaha aag lagti hain waha
Aaj julmo ka tere fesla hoga yaha
Bachke jayega na tu chain payega na tu
Rang lata hain sada ye gunaho ka lahu
Aasma wala insaf karta hain
Aasma wala insaf karta hain
Jisne jaisa kiya waisa phal ta hain
Ghar ka deepak hi ghar ko jalayega
Ghar ka deepak hi ghar ko jalayega
Sar garibo ka tu kya jhukayega
Kya jhukayega
Teri hasti hain kya jo mitayega
Teri hasti hain kya jo mitayega
Sar garibo ka tu kya jhukayega
Kya jhukayega
Sar garibo ka tu kya jhukayega
Kya jhukayega
Sar garibo ka tu kya jhukayega
Kya jhukayega.

Teri Hasti Hain Kya Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.