Teri Kasam Teri Raahon Mein Aakar Lyrics

in

"Teri Kasam Teri Raahon Mein Aakar" Song Details:

Album/Label: Chahat (1995)
Singer(s):Anuradha Paudwal, Sonu Nigam
Lyricist(s):Deepak Choudhary
Composer(s):Shyam (Shyam - Surender), Surender (Shyam - Surender)
Music Director(s):Shyam (Shyam - Surender), Surender (Shyam - Surender)
Genre(s):Love
Music Label:© T-Series

Teri Kasam Teri Raahon Mein Aakar Lyrics – Anuradha Paudwal, Sonu Nigam

Teri kasam teri raahon mein aakar
Hum to zamana bhul gaye
Teri kasam teri raahon mein aakar
Hum to zamana bhul gaye
Hum to sanam teri baahon mein aakar
Hum to sanam teri baahon mein aakar
Hosh mein aana bhul gaye
Teri kasam teri raahon mein aakar
Hum to zamana bhul gaye

lyricsbogie.com
Teere nazar ka aisa hain aalam
Apna patta na apni khabar hain
Teere nazar ka aisa hain aalam
Apna patta na apni khabar hain
Dekhun jidhar bhi o meri jaanam
Teri adda hain teri nazar hain
Palke uthaai teri taraf jo
Palke uthaai teri taraf jo
Palke jhuka na bhul gaye
Teri kasam teri raahon mein aakar
Hum to zamana bhul gaye

Saanso pe tera naam likha hain
Dil pe likha hain tera fasana
Saanso pe tera naam likha hain
Dil pe likha hain tera fasana
Yaadon mein chhalke teri wafaye
Hotho pe behake tera taraana
Kaali ghata si zulf jo chhai
Kaali ghata si zulf jo chhai
Baadal bhi barasna bhul gaye
Teri kasam teri raahon mein aakar
Hum to zamana bhul gaye

Hum to sanam teri baahon mein aakar
Hum to sanam teri baahon mein aakar
Hosh mein aana bhul gaye
Teri kasam teri raahon mein aakar
Hum to zamana bhul gaye.

Teri Kasam Teri Raahon Mein Aakar Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.