Teri Yaad Hi Ab Sahara Bani Lyrics

in

"Teri Yaad Hi Ab Sahara Bani" Song Details:

Movie: Sultan-E-Deccan: Banda Nawaz (1982)
Singer(s):Bhupinder Singh
Lyricist(s):Abid Shah, Malik Anwar
Composer(s):Abid Shah
Music Director(s):Abid Shah
Genre(s):Sad
Director(s):Malik Anwar
Music Label:© Saregama
Starring:Yusuf Kamal, Farhat Choudhary, Zeenat Shah
Release on:1st January, 1982

Teri Yaad Hi Ab Sahara Bani Lyrics – Bhupinder Singh

Teri yaad hi ab sahara bani hai
Teri yaad hi ab sahara bani hai
Ke jeene ka ab yeh bahana bani hai
Koi in yaado ko chhun na paaye
Darpan mein yaadon ke tu hi nazar aaye
Ke yaade meri zindagani bani hai
Ke yaade meri zindagani bani hai
Teri yaad hi ab sahara bani hai

Saza tha na gulshan fizaa aa gayi hain
Bana tha na aashiyaan ke bijali giri re
Saza tha na gulshan fizaa aa gayi hain
Bana tha na aashiyaan ke bijali giri re
Main jaaun kahaan main jaaun kahaan ke
Mera koi nahin hai
Judaai teri ab qayamat bani hai
Judaai teri ab qayamat bani hai
Teri yaad hi ab sahara bani hai

lyricsbogie.com
Zamane ne hum ko juda kar diya re
Kaisa neerala gham hum ko diya re
Zamane ne hum ko juda kar diya re
Kaisa neerala gham hum ko diya re
Na jeene diya
Na jeene diya ne na humko marne diya re
Jawaani meri ek kahaani bani hai
Jawaani meri ek kahaani bani hai
Teri yaad hi ab sahara bani hai

Andheron mein aakar main kyun gir gaya re
Chahat ka badla yeh kaisa mila re
Andheron mein aakar main kyun gir gaya re
Chahat ka badla yeh kaisa mila re
Hain manzil kahaan
Hain manzil kahaan yeh mujhekoi bataa de
Ke saathi koi ab jahaan mein nahin hain
Ke saathi koi ab jahaan mein nahin hain
Teri yaad hi ab sahara bani hai
Ke jeene ka ab yeh bahana bani hai
Koi in yaado ko chhun na paaye
Darpan mein yaadon ke tu hi nazar aaye
Ke yaade meri zindagani bani hai
Ke yaade meri zindagani bani hai
Teri yaad hi ab sahara bani hai.

Teri Yaad Hi Ab Sahara Bani Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.