Tum Aji Tum Lyrics

in

"Tum Aji Tum" Song Details:

Movie: Mukhda (1951)
Singer(s):Asha Bhosle
Lyricist(s):Aziz Kashmiri
Composer(s):Vinod
Music Director(s):Vinod
Genre(s):Happy (Feel Good)
Music Label:© Saregama
Starring:Satish, Kuldip Kaur, Manju, Neeta, Cuckoo

Tum Aji Tum Lyrics – Asha Bhosle

lyricsbogie.com
Tum aji tum tum aji tum
Tum dil main bas rahe ho
Ab tumse kya chhupaye
Tum aji tum tum aji tum
Tum dil main bas rahe ho
Ab tumse kya chhupaye
Tum aji tum

Agar hum na keh sakenge
Keh dengi ye nigahe
Agar hum na kah sakenge
Keh dengi ye nigahe
Keh dengi ye nigahe
Tum aji tum tum aji tum
Tum dil main bas rahe ho
Ab tumse kya chhupaye
Tum aji tum

Betabiya humari dekho
Nazar utha ke
Betabiya humari dekho
Nazar utha ke
Kyu bekhabar bane ho
Kyu bekhabar bane ho
Ek aag si laga ke
Tum aji tum tum aji tum
Tum dil main bas rahe ho
Ab tumse kya chhupaye
Tum aji tum

Hasrat bhari jawani
Fariyad kar rahi hai
Hasrat bhari jawani
Fariyad kar rahi hai
Yeh berukhi tumhari
Yeh berukhi tumhari
Barbad kar rahi hai
Tum aji tum tum aji tum
Tum dil main bas rahe ho
Ab tumse kya chhupaye
Tum aji tum

Kyu chhupke ho rahe ho
Mera kasur kya hai
Kyu chhupke ho rahe ho
Mera kasur kya hai
Itna hume bata do
Itna hume bata do
Kis dosh ki saza hai
Tum aji tum tum aji tum
Tum dil main bas rahe ho
Ab tumse kya chhupaye
Tum aji tum.

Tum Aji Tum Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.