Wada Kiya Hai Wada Karenge Lyrics

in

"Wada Kiya Hai Wada Karenge" Song Details:

Album/Label: Woh Mera Hoga (2000)
Singer(s):Alka Yagnik, Mohammed Salamat
Lyricist(s):Zameer Kazmi
Composer(s):Ali Ghani
Music Director(s):Ali Ghani
Genre(s):Love
Music Label:© TIPS Music
Starring:Alka Yagnik, Ila Arun, Ali Ghani, Mohammad Salamat
Release on:20th March, 2000

Wada Kiya Hai Wada Karenge Lyrics – Alka Yagnik, Mohammed Salamat

lyricsbogie.com
Ye apne khoon se
Tujhko payaam likhana hai
Har ek saans mujhe
Tere naam likhana hai
Wada kiya hai wada karenge
Jab tak jeeyenge tujh pe marenge
Wada kiya hai wada karenge
Jab tak jeeyenge tujh pe marenge
Tujh pe marenge tujh pe marenge
Marke bhi tera dawa karenge
Wada kiya hai wada karenge
Jab tak jeeyenge tujh pe marenge

Dekh hain jab se ghaayal hai tere
Ghaayal hai tere ghaayal hai tere.
Aashiq hai tere paagal hai tere
Paagal hai tere paagal hai tere
Na jaane kaun si
Manzil pe pyar hai tera
Tu samane hai magar
Intazaar hai tera
Teri judaai seh na sakenge
Seh na sakenge seh na sakenge
Tujhse bichhad kar reh na sakenge
Tujhse bichhad kar reh na sakenge
Wada kiya hai wada karenge
Jab tak jeeyenge tujh pe marenge
Dil mein chhupakar tasveer teri
Din raat tujhko dekha karenge
Wada kiya hai wada karenge
Jab tak jeeyenge tujh pe marenge

Tere bina ye duniya bhi kya hai
Duniya bhi kya hai
Duniya bhi kya hai
Jeena bhi jaise koi saza hain
Koi saza hain koi saza hain
Tu meri zindagi hai
Meri jaan bhi tu hai
Zameen bhi hain mera
Aasman bhi tu hain
Sapne bhi tere aankhein bhi tere
Aankhein bhi tere aankhein bhi tere
Aye dil bhi tera saanse bhi teri
Aye dil bhi tera saanse bhi teri
Wada kiya hai wada karenge
Jab tak jeeyenge tujh pe marenge
Iss dil mein teri murat bana kar
Chaha karenge tujhe pooja karenge
Wada kiya hai wada karenge
Jab tak jeeyenge tujh pe marenge
Jab tak jeeyenge tujh pe marenge
Marke bhi tera dawa karenge
Wada kiya hai wada karenge
Jab tak jeeyenge tujh pe marenge

Wada kiya hai wada karenge
Jab tak jeeyenge tujh pe marenge
Wada kiya hai wada karenge
Jab tak jeeyenge tujh pe marenge.

Wada Kiya Hai Wada Karenge Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *