Wah Wah Kya Hain Lyrics

in

"Wah Wah Kya Hain" Song Details:

Movie: Yudhpath (1992)
Singer(s):Sarika Kapoor, Simi Sinha
Lyricist(s):Faaiz Anwar
Composer(s):Dilip Sen, Sameer Sen
Music Director(s):Dilip Sen, Sameer Sen
Genre(s):Happy (Feel Good)
Director(s):Ravi Ravan Kathuria
Starring:Siddarth, Sudesh Berry, Ekta, Kulbhushan Kharbanda, Kiran Kumar, Mohnish Bahl, Ishrat Ali
Release on:27th March, 1992

Wah Wah Kya Hain Lyrics – Sarika Kapoor, Simi Sinha

Ho dekhe mera khel zamana
Ho jaaye deewana re
Wah wah kya hain baat teri to
Wah wah kya hain baat
Main bhi kya hoon tune to ye
Abhi nahi jana re
Wah wah kya hain baat teri to
Wah wah kya hain baat
Apna jo war hain bijli dhar hain
Chehra bekar hain
Teri to haar hain
Chukega na dekh mera
Ye koi bhi nishana re
Wah wah kya hain baat teri to
Wah wah kya hain baat
Wah wah kya hain baat teri to
Wah wah kya hain baat
Wah wah kya hain baat teri to
Wah wah kya hain baat teri to

lyricsbogie.com
Tu hai badi anadi
Main hu badi khiladi
Bulbul tujhe bana kar
Main ban gayi sikari
Tu bhi hai kitni bholi
Ab bandh kar ye boli
Ban jaungi main warna
Banduk ki ye goli
Dil ko ab tham le tu
Jeet ka naam na le
Hai haar na tey hai tera
Phir yeh ilzam na le
Mane na tu mane mera kaam
Ye samajhana re
Wah wah kya hain baat teri to
Wah wah kya hain baat
Wah wah kya hain baat teri to
Wah wah kya hain baat
Wah wah kya hain baat teri to
Wah wah kya hain baat teri to

Jo hain gurur tera
Main aaj tod dungi
Pagal bana ke tujhko
Main aaj chhod dungi
Meri jaan mere jalwe
Dekhe nahin hain tune
Dharti pe tu khadi hain
Jal aasman chhule
Samna kar tu mera
Aise nahin josh mein aa
Hain kis se takrayi haintu
Aa zara hosh mein aa
Lagta hai tu khel ko samji
Pariyo ka fasana re
Wah wah kya hain baat teri to
Wah wah kya hain baat
Wah wah kya hain baat teri to
Wah wah kya hain baat
Wah wah kya hain baat teri to
Wah wah kya hain baat teri to.

Wah Wah Kya Hain Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.