Waqt E Naazuk Me Bhi Lyrics – Anil Sharma
Apno ka sahaara na mila
Waqt e naazuk me bhi
Apno ka sahaara na mila
Ek bhatke huye maajhi ko
Kinaara na mila
Waqt e naazuk me bhi
Apno ka sahaara na mila
Raahein ulfat mein jo
Bichhda thaa hum safar apna
Raahein ulfat mein jo
Bichhda thaa hum safar apna
Raahein ulfat mein jo
Bichhda thaa hum safar apna
Laakh dhundha hai
Usse phir woh dobaara na mila
Laakh dhundha hai
Usse phir woh dobaara na mila
Ek bhatke huye maajhi ko
Kinaara na mila
Waqt e naazuk
Umra bhar kaandho pe
Jo zindagi ko dhote rahe
Umra bhar kaandho pe
Jo zindagi ko dhote rahe
Umra bhar kaandho pe
Jo zindagi ko dhote rahe
Unki miyyat ko bhi
Kandho ka sahara na mila
Unki miyyat ko bhi
Kandho ka sahara na mila
Ek bhatke huye maajhi ko
Kinaara na mila
Waqt e naazuk
Hum sitaaron se
Teri maang sajate hardum
Hum sitaaron se
Teri maang sajate hardum
Hum sitaaron se
Teri maang sajate hardum
Kyaa karein teri
Nigaahon ka ishara na mila
Kyaa karein teri
Nigaahon ka ishara na mila
Ek bhatke huye maajhi ko
Kinaara na mila
Waqt e naazuk
Roj dekhenge tujhe
Aasmaan ki jaanib se
Roj dekhenge tujhe
Aasmaan ki jaanib se
Roj dekhenge tujhe
Aasmaan ki jaanib se
Zinda reh kar to
Kabhi tera nazara na mila
Zinda reh kar to
Kabhi tera nazara na mila
Ek bhatke huye maajhi ko
Kinaara na mila
Waqt e naazuk me bhi
Apno ka sahaara na mila.