Woh Dil Ki Sada Lyrics

in

"Woh Dil Ki Sada" Song Details:

Album/Label: Tasavvur (1987)
Singer(s):Talat Aziz
Composer(s):Talat Aziz
Music Director(s):Talat Aziz
Genre(s):Ghazal
Music Label:© Saregama
Release on:10th January, 1987

Woh Dil Ki Sada Lyrics – Talat Aziz

Woh dil ki sada kya smjhenge
Woh arz e wafa kya jaanege
Woh dil ki sada kya smjhenge
Woh arz e wafa kya jaanege
Besoz hain jo patthr ki tarah
Nagmo ka maza kya jaanege
Woh dil ki sada kya smjhenge
Woh arz e wafa kya jaanege

lyricsbogie.com
Jo sada warkh hain unke liye
Alfaaz ke jaadu kya mani
Jo sada warkh hain unke liye
Alfaaz ke jaadu kya mani
Begaane rahe jo zakhmo se
Woh range heena kya jaanege
Begaane rahe jo zakhmo se
Woh range heena kya jaanege
Besoz hai jo patthr ki tarah
Nagmo ka maza kya jaanege
Woh dil ki sada kya smjhenge
Woh arz e wafa kya jaanege

Jazbaat to dil ke moti hain
Yeh moti jinke paas nahin
Jazbaat to dil ke moti hain
Yeh moti jinke paas nahin
Jazbaat to dil ke moti hai
Yeh moti jinke paas nahin
Woh josh e talab
Kya samjhenge
Tufaa ki ada kya jaanege
Woh josh e talab
Kya samjhenge
Tufaa ki ada kya jaanege
Besoz hai jo patthr ki tarah
Nagmo ka maza kya jaanege
Woh dil ki sada kya smjhenge
Woh arz e wafa kya jaanege

Duniya mein koi to aisa ho
Kho jaaye to use dhoonde ham
Duniya mein koi to aisa ho
Kho jaaye to use dhoonde ham
Jab tak woh nahin mila paayega
Ham apna pata kya jaanege
Jab tak woh nahin mila paayega
Ham apna pata kya jaanege
Besoz hain jo patthr ki tarah
Nagmo ka maza kya jaanege
Woh dil ki sada kya smjhenge
Woh arz e wafa kya jaanege
Woh arz e wafa kya jaanege
Woh arz e wafa kya jaanege.

Woh Dil Ki Sada Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.