Woh Zamana Bhi Lyrics

in

"Woh Zamana Bhi" Song Details:

Album/Label: Aap Ki Khatir
Singer(s):Dinesh Arjuna
Lyricist(s):Daur Saifee
Composer(s):Dinesh Arjuna
Music Director(s):Dinesh Arjuna
Genre(s):Ghazal
Music Label:© SRK Music
Starring:Dinesh Arjuna
Release on:21st May, 2013

Woh Zamana Bhi Lyrics – Dinesh Arjuna

Woh zamana bhi
Kya zamana tha
Woh zamana bhi
Kya zamana tha
Jab tera dil mera
Thikana tha
Jab tera dil mera
Thikana tha
Woh zamana bhi
Kya zamana tha
Woh zamana bhi
Kya zamana tha

Woh mere ghar
Ka raasta bhule
Woh mere ghar
Ka raasta bhule
Roj hi jin ka aana
Jaana tha
Roj hi jin ka aana
Jaana tha
Jab tera dil mera
Thikana tha
Woh zamana bhi
Kya zamana tha
Woh zamana bhi
Kya zamana tha

lyricsbogie.com
Thokare kha raha
Hum manzil par
Thokare kha raha
Hum manzil par
Jhoothi kasame to
Yun na khana tha
Jhoothi kasame to
Yun na khana tha
Jab tera dil
Mera thikana tha
Woh zamana bhi
Kya zamana tha
Woh zamana bhi
Kya zamana tha

Humsafar jab huye
The raahon mein
Humsafar jab huye
The raahon mein
Saath kuchh door
Tak nibhana tha
Saath kuchh door
Tak nibhana tha
Jab tera dil
Mera thikana tha
Woh zamana bhi
Kya zamana tha
Woh zamana bhi
Kya zamana tha.

Woh Zamana Bhi Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.