Yaqeen Lyrics

in

"Yaqeen" Song Details:

Movie: 31st October
Singer(s):Mohammed Salamat
Lyricist(s):Mehboob Alam Kotwal
Composer(s):Vijay Verma
Music Director(s):Vijay Verma
Genre(s):Sad
Director(s):Shivaji Lotan Patil
Music Label:© Zee Music Company
Starring:Vir Das, Soha Ali Khan, Daya Shanker Pandey, Vineet Sharma, Deepraj Rana, Raj Saluja, Nagesh Bhonsle, Sezal Sharma
Release on:21st October, 2016

Yaqeen Lyrics – Mohammed Salamat

Yaqeen aise toota bhram apna loota
Ye samjhe the hum ke watan hai hamara tumhara

lyricsbogie.com
The tinke ki galti gharonda hi toda
Ye samjhe the hum ke ye ghar hai hamara tumhara

Ye zinda chitaayein ye murda duayein
Kahin tir o nastar kahin chikh o aahein
Ke insaan se insaan bachta firey maara maara

Maao ke sir se cheeni hai chadar
Bilakhte ye nanhe besaaya beghar
Maao ke sir se cheeni hai chadar
Bilakhte ye nanhe besaaya beghar

Kamzor kaandhe pe aulaad ke sang
Rakshak bhi hai tu aaj raavn ke afsar
Ki daaman hi insaaniyat ka hua para para

Lashon ko bhi lootne ye lage hain
Jeevan ke saude bhi hone lage hain
Lashon ko bhi lootne ye lage hain
Jeevan ke saude bhi hone lage hain

Hai aag harsu magar dil andhere
Padosi padosi se darne lage hain
Wo vishwas gum hai kahin chup gaya haara haara

Har mod per ek kaatil khada hai
Wo ghaat mein bus isi ki laga hai
Har mod per ek kaatil khada hai
Wo ghaat mein bus isi ki laga hai

Ke kab ek lahu dusra khoon bahaye
Mitti ka ek tan kab duja dhaaye
Ki aangan ki gita ka har ek sabak kara kara.

Yaqeen Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *