Ye Inaayate Gazab Ki Lyrics

in

"Ye Inaayate Gazab Ki" Song Details:

Album/Label: Suraag (1997)
Singer(s):Jagjit Singh
Lyricist(s):Maulana Hasrat Mohani
Composer(s):Ustad Ghulam Ali
Music Director(s):Ustad Ghulam Ali
Genre(s):Playful
Music Label:© Sagarika Music Pvt. Ltd.

Ye Inaayate Gazab Ki Lyrics – Jagjit Singh

Ye inaayate gazab ki
Ye balaa ki meharbaani
Meri khairiyat bhi puchhi
Kisi aur ki zabani
Kabhi iltifaat e paiham
Kabhi mujhase badgumani
Teri wo bhi meharbaani
Teri ye bhi meharbaani

Khubruyo se yaariyan na gayi
Khubruyo se yaariyan na gayi
Dil ki be ikhti yaariyan na gayi
Dil ki be ikhti yaariyan na gayi
Teri wo bhi meharbaani
Teri ye bhi meharbaani

lyricsbogie.com
Akal sabr aashna se kuchh na huaa
Akal sabr aashna se kuchh na huaa
Shauq ki bekaraariyaan na gayi
Shauq ki bekaraariyaan na gayi
Teri wo bhi meharbaani
Teri ye bhi meharbaani

Din ki sehra nawar diya na chhuti
Din ki sehra nawar diya na chhuti
Shab ki akhtar shumaariyan na gayi
Shab ki akhtar shumaariyan na gayi
Teri wo bhi meharbaani
Teri ye bhi meharbaani

The jo hamrag e naaz unake sitam
The jo hamrag e naaz unake sitam
Jinaki ummid wariyan na gayi
Jinaki ummid wariyan na gayi
Teri wo bhi meharbaani
Teri ye bhi meharbaani

Tarz e momin me marahabaa hasarat
Tarz e momin me marahabaa hasarat
Teri ragi nigaariyaan na gayi
Teri ragi nigaariyaan na gayi
Teri wo bhi meharbaani
Teri ye bhi meharbaani.

Ye Inaayate Gazab Ki Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.