Ye Jashn-E-Mohabbat Lyrics

in

"Ye Jashn-E-Mohabbat" Song Details:

Movie: Ghungroo (1983)
Singer(s):Asha Bhosle
Lyricist(s):Anjaan
Composer(s):Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Director(s):Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Genre(s):Playful
Director(s):Ram P. Sethi
Music Label:© Saregama
Starring:Smita Patil, Shashi Kapoor, Kunal Goswami, Poonam Sinha , Suresh Oberoi, Ranjeet, Waheeda Rehman, Padmini Kapila, Komal Mahuvakar, Yunus Parvez, Pimp, Sudhir
Release on:15th July, 1983

Ye Jashn-E-Mohabbat Lyrics – Asha Bhosle

Ye jashn-e-mohabbat
Ho mubarak huzur ko
Kaise chhupaun aj khushi ke surur ko
Itni khushi mili ke ye ansu machal pade
Mai khush hun maaf kijiye mere kusoor ko

lyricsbogie.com
Tohafa qubul hai hame sarkar aap ka
Tohafa qubul hai hame sarkar aap ka
Le aaya phir wahi hame
Le aaya phir wahi hame lo pyar aap ka
Tohafa qubul hai hame sarkar aap ka
Le aaya phir wahi hame
Le aaya phir wahi hame lo pyar aap ka
Tohafa qubul hai hame sarkar aap ka
Tohafa qubul hai hame

Anjaam hai
Anjaam hai ye pyar ka ye pyar ka sila
Kya aap se shikayate kya aap se gila
Fariyad kya sunega sunega
Fariyad kya sunega ye darbaar aap ka
Le aaya phir wahi hame
Le aaya phir wahi hame lo pyar aap ka
Tohafa qubul hai hame sarkar aap ka
Tohafa qubul hai hame

Ji chahata hai aap ko ji bhar ke dekh le
Phir zindagi me aap se mil paaye na mile
Shayad yahi ho akhari
Shayad yahi ho akhari didaar aap ka
Le aaya phir wahi hame
Le aaya phir wahi hame lo pyar aap ka
Tohafa qubul hai hame sarkar aap ka
Tohafa qubul hai hame

Dil mange dil de dun
Jan mange jan de dun
Tere liye jaan e jan
Sun le o dil jani mai teri diwani
Mere liye tu khuda
Ashko ko pina hai tanha hi jina hai
Tanha hi ji lege ham
Teri khushi hai to ye zindagi hai to
Zakhmo ko si lege ham
Ye shama jalane do
Shole machalne do hai
Samana yaar ka
Ghungharu bikharane do
Ye rang jharne do
Bikhare lahu pyar ka
Alavida alavida alavida alavida.

Ye Jashn-E-Mohabbat Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.