Zameen Hash Rahi Hain Lyrics

in

"Zameen Hash Rahi Hain" Song Details:

Movie: Jeena Marna Tere Sang (1992)
Singer(s):Anuradha Paudwal, Vipin Sachdeva
Lyricist(s):Indeevar
Composer(s):Dilip Sen, Sameer Sen
Music Director(s):Dilip Sen, Sameer Sen
Genre(s):Sad
Director(s):Vijay Reddy
Music Label:© T-Series
Starring:Sanjay Dutt, Raveena Tandon
Release on:1st January, 1992

Zameen Hash Rahi Hain Lyrics – Anuradha Paudwal, Vipin Sachdeva

lyricsbogie.com
Zameen hash rahi hain,
Falak ro raha hain
Mohabbat mein
Yeh kya sitam ho raha hain

Tune zamane yeh kya kar diya,
Lau se diye ko juda kar diya
Thukaraya tune agar aasman,
Jayenge phir yeh sitare kahan
Tune zamane yeh kya kar diya,
Lau se diye ko juda kar diya
Thukaraya tune agar aasman,
Jayenge phir yeh sitare kahan
Tune zamane yeh kya kar diya,
Lau se diye ko juda kar diya

Kya hain zaalim sansar
Teraa pane ko pyaar
Main toh takadir se
Bhi ladunga sanam
Dil tod ke tu gayi chhod ke,
Toh bata phir main
Kaise jiyunga sanam
Kya jane tu kitani tuti hoon main,
Tujhse nahin khud se ruthi hoon main
Tune zamane yeh kya kar diya,
Lau se diye ko juda kar diya

Na toh teri khata na to meri khata
Do dilon mein
Padi duriya hain sanam
Kuchh hain teri aur kuchh hain
Meri ham dono ki
Majaburiya hain sanam
Sagar se jaise kinare juda hamse
Huye hain hamare juda
Tune zamane yeh kya kar diya,
Lau se diye ko juda kar diya
Thukaraya tune agar aasman,
Jayenge phir yeh sitare kahan
Tune zamane yeh kya kar diya,
Lau se diye ko juda kar diya.

Zameen Hash Rahi Hain Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.