Faasle Lyrics – Shujaat Khan
Faasle Rakhte Hue Mere Saath Chalta Hai
Faasle Rakhte Hue Mere Saath Chalta Hai
Roz Milkar Wo Na Milne Ki Baat Karta Hai
Faasle Rakhte Hue Mere Saath Chalta Hai’
Mere Waadon Pe Aitbaar Ab Nahi Usko
Mere Waadon Pe Aitbaar Ab Nahi Usko
Mere Baare Mein Kuch Bhi Yaad Ab Nahi Usko
Kyon Bichhadne Ka Phir Bhi Wo Malaal Karta Hai
Kyon Bichhadne Ka Phir Bhi Wo Malaal Karta Hai
Faasle Rakhte Hue Mere Saath Chalta Hai
Uske Shaanon Se Jo Resham Ka Dupatta Dhalke
Uske Shaanon Se Jo Resham Ka Dupatta Dhalke
Meri Nas-nas Mein Khumaari Si Chadhe Hai Halke
Chheenkar Hosh Sambhalne Ki Baat Karta Hai
Roz Milkar Wo Na Milne Ki Baat Karta Hai
फासले रखते हुए मेरे साथ चलता है
फासले रखते हुए मेरे साथ चलता है
रोज मिलकर वो ना मिलने की बात करता है
फासले रखते हुए मेरे साथ चलता है
मेरे वादों पे ऐतबार अब नहीं उसको
मेरे वादों पे ऐतबार अब नहीं उसको
मेरे बारे में कुछ भी याद अब नहीं उसको
क्यों बिछड़ने का फिर भी वो मलाल करता है
क्यों बिछड़ने का फिर भी वो मलाल करता है
फासले रखते हुए मेरे साथ चलता है
उसके शानों से जो रेशम का दुपट्टा ढलके
उसके शानों से जो रेशम का दुपट्टा ढलके
मेरी नस-नस में खुमारी सी चढ़े है हल्के
छीनकर होश संभलने की बात करता है
रोज मिलकर वो ना मिलने की बात करता है
