वक़्त Waqt Lyrics

in

Waqt Lyrics in Hindi (“वक़्त” हिंदी में) from the film Toxic, starring Yash, Kiara Advani, Nayanthara, Huma Qureshi and Tara Sutaria in a lead role. The Hindi Playful song is composed by Vishal Mishra and vocals were given by Vishal Mishra, while lyrics of “Waqt” were penned by Kaushal Kishore.

"Waqt" Song Details:

Movie: Toxic
Singer(s):Vishal Mishra
Lyricist(s):Kaushal Kishore
Music Director(s):Vishal Mishra
Genre(s):Playful
Director(s):Geetu Mohandas
Music Label:© Zee Music Company
Starring:Yash, Kiara Advani, Nayanthara, Huma Qureshi, Tara Sutaria
Release on:19th March, 2026

Waqt Lyrics – Vishal Mishra

Waqt Ke Ghaav Bhi Kitne Kitne Ajeeb Hain
Waqt Ke Ghaav Bhi Kitne Kitne Ajeeb Hain
Ye Gham Tere Tujhse Zyada Kareeb Hai
Ye Gham Tere Tujhse Zyada Kareeb Hai

Thi Khabar Mujhko Raahein Badlengi
Aayega Ek Din Hona Hoga Juda
Saath Umron Ka Na Toh Maanga Tha
Na Hi Maana Tha Ishq Mein Tumko Khuda

Dard Kyun Ho Raha Phir Ban Gaye Kyun Musafir
Ye Nahin Manzilon Ka Jinhein Kuch Pata
Ishq Ke Raaste Saare Mere Rakeeb Hain
Ye Gham Tere Tujhse Zyada Kareeb Hai

Pahunche Hain Kaise Is Mod Pe Hum
Poochhe Koi Toh Hum Kya Batayein
Awaaz Do Mumkin Hai Ye Bhi
Awaaz Bhi Na Pehchaan Paaye

Beech Dariya Khade Hain Saare Aansu Pade Hain
Aansuon Se Magar Pyaas Bujhti Nahin
Kuch Bhi Kar Na Sake Dekho Kaisa Naseeb Hai
Ye Gham Tere Tujhse Zyada Kareeb Hai

Waqt Ke Ghaav Bhi Kitne Kitne Ajeeb Hai
Ye Gham Tere Tujhse Zyada Kareeb Hai

वक़्त के घाव भी कितने-कितने अजीब हैं
वक़्त के घाव भी कितने-कितने अजीब हैं
ये ग़म तेरे तुझसे ज़्यादा क़रीब है
ये ग़म तेरे तुझसे ज़्यादा क़रीब है

थी ख़बर मुझको राहें बदलेंगी
आएगा एक दिन होना होगा जुदा
साथ उम्रों का न तो माँगा था
न ही माना था इश्क़ में तुमको ख़ुदा

दर्द क्यों हो रहा फिर बन गए क्यों मुसाफ़िर
ये नहीं मंज़िलों के जिन्हें कुछ पता
इश्क़ के रास्ते सारे मेरे रक़ीब हैं
ये ग़म तेरे तुझसे ज़्यादा क़रीब है

पहुँचे हैं कैसे इस मोड़ पे हम
पूछे कोई तो हम क्या बताएँ
आवाज़ दो मुमकिन है ये भी
आवाज़ भी न पहचान पाएँ

बीच दरिया खड़े हैं सारे आँसू पड़े हैं
आँसुओं से मगर प्यास बुझती नहीं
कुछ भी कर न सके देखो कैसा नसीब है
ये ग़म तेरे तुझसे ज़्यादा क़रीब है

वक़्त के घाव भी कितने-कितने अजीब हैं
ये ग़म तेरे तुझसे ज़्यादा क़रीब है

Waqt Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.