Chingariyaan Lyrics – Vishal Mishra, Jonita Gandhi
Tu Kyon Chale Yun Meri Khwahish Lekar
Tu Jal Jaye Na Meri Baarish Mein
Tujhko Nahi Khabar Ye Raah Bhavar
Dooba Hai Har Koi Jo Aaya Idhar
Meri Saanson Mein Chingariyaan
Aur Aankhon Mein Dariya Hai
Koi Rooh Mein Veeraniyan
Khali Saji Mehfil Hai
Koi Hasrate Kitne Liye
Aaye Yahan Thehra Na Koi
Saans Mein Chingariyaan
Aur Aankhon Mein Dariya Hai Koi
Dekho Na Mujhe Hoke Besabar
Nazre Mili Hoke Darbadar
Main Sitara Ye Hai Raatein Meri
Teri Raaton Ka Khwabon Ka Main Hun Sitara
तू क्यों चले यूँ मेरी ख़्वाहिश लेकर
तू जल जाए ना मेरी बारिश में
तुझको नहीं ख़बर ये राह भँवर
डूबा है हर कोई जो आया इधर
मेरी साँसों में चिंगारियाँ
और आँखों में दरिया है
कोई रूह में वीरानियाँ
ख़ाली सजी महफ़िल है
कोई हसरतें कितनी लिए
आए यहाँ ठहरा न कोई
साँस में चिंगारियाँ
और आँखों में दरिया है कोई
देखो ना मुझे होके बेक़रार
नज़रें मिलीं होके दर-बदर
मैं सितारा ये हैं रातें मेरी
तेरी रातों के ख़्वाबों का मैं हूँ सितारा।
