Jalwa E Jaanaan Lyrics

in

Lyrics of Jalwa E Jaanaan (Hindi Song) is sung by Jyoti Nooran. Jalwa E Jaanaan is a Playful song, composed by Anurag Saikia, with lyrics written by Shakeel Azmi.

"Jalwa E Jaanaan" Song Details:

Label: Warner Music India
Singer(s):Jyoti Nooran
Lyricist(s):Shakeel Azmi
Music Director(s):Anurag Saikia
Genre(s):Playful
Music Label:© Warner Music India

Jalwa E Jaanaan Lyrics – Jyoti Nooran

Mujh Mein Hai Khaak Teri Rooh Teri Husn Tera
Tu Juda Ho Ke Bhi Rehta Hai Kahan Mujhse Juda
Main Nahi Dekhun Toh Aaina Tera Jalwa Nazar
Main Nahi Tere Bina Tu Bhi Nahi Mere Bina

Tera Surur Hai Mujhmein Tera Gurur Hai Mujhmein
Tera Ishq Hai Mujhmein Tera Hi Noor Hai Mujhmein
Tujhe Paun Bhi Main Nahi Paun Bhi Main
Tu Hi Paas Hai Mujhmein Tu Hi Tu Hai Mujhmein

Jalwa-e-jaanaan Jalwa-e-jaanaan
Jalwa-e-jaanaan Jalwa-e-jaanaan
Aana Jiya Mein Aana Aana Jiya Mein Aana
Jalwa-e-jaanaan Jalwa-e-jaanaan

Hawa Mein Phool Mein Mausam Mein Kaliyon Ki Mehak Mein Tu
Kiran Mein Chand Mein Suraj Mein Taaron Ki Chamak Mein Tu
Nigah-e-auliya Mein Tu Khayal-e-aashiqa Mein Tu
Safar Mein Humsafar Mein Rehguzar Mein Karwan Mein Tu

Kesar Mein Tu Dhani Mein Tu Har Rang Ke Paani Mein Tu
Toofan Mein Paani Mein Tu Fitrat Mein Tu Hi Tu
Kurbat Mein Tu Hi Tu Hijrat Mein Tu Hi Tu
Jalwa-e-jaanaan Jalwa-e-jaanaan
Jalwa-e-jaanaan

Teri Zaat Hai Mujhmein Sifaat Hai Mujhmein
Jo Baat Hai Tujhmein Woh Baat Hai Mujhmein
Aaina Hai Tu Mera Aaina Hai Tu Mera
Azhar Bhi Tu Hi Tu Dilbar Bhi Tu Hi Tu Rehbar Bhi Tu Hi Tu

Jalwa-e-jaanaan Jalwa-e-jaanaan Jalwa-e-jaanaan
Jalwa-e-jaanaan Jalwa-e-jaanaan Jalwa-e-jaanaan
Jalwa-e-jaanaan Jalwa-e-jaanaan Jalwa-e-jaanaan
Jalwa-e-jaanaan Jalwa-e-jaanaan

Jalwa E Jaanaan Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.