Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Lyrics – Himesh Reshammiya, Akasa Singh
Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Aap Ho
Mere Dard-E-Dil Darde Jigar Aap Ho
Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Aap Ho
Mere Dard-E-Dil Darde Jigar Aap Ho
Dhadkan Ka Dhadakna Jaana
Mera Yun Tadapna Jaana
Aap Se Hi Saara Aalam
Aap Se Behekna Jaana
Aapko Bas Aap Se Hi
Ab to Hai Churaana Jaana
Aap Jaana Laajawaab Ho
Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Aap Ho
Mere Dard-E-Dil Darde Jigar Aap Ho
Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Aap Ho
Mere Dard-E-Dil Darde Jigar Aap Ho
Pyaar Mein Dil Hoke Deewaana
Har Ek Kasam Woh Tod Chala
Jitna Chaahe Usko Roka
Uspe Na Koi Zor Chala
Betahaasha Besabar Main
Raah Mein Aapki Aur Chala
Mujhko Mujhse Kar Ke Juda Sa
Loot Ke Dil Ka Chor Chala
Dhadkan Ka Dhadakna Jaana
Mera Yun Tadapna Jaana
Aap Se Hi Saara Aalam
Aap Se Behekna Jaana
Aapko Bas Aap Se Hi
Ab to Hai Churaana Jaana
Aap Jaana Laajawaab Ho
Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Aap Ho
Mere Dard-E-Dil Darde Jigar Aap Ho
Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Aap Ho
Mere Dard-E-Dil Darde Jigar Aap Ho
Dil Ke Parinde Qaid Nahi Ho Sakte Hain
Ishq Ke Rang Kabhi Safed Ho Nahi Sakte Hain
Ishq Hua Ye Kab Aur Kaise
Itna Ravaan Itna Gehra
Jab Se Mile Ho Bas Ek Aap Kaa
Khwaab Aankhon Mein Thehra
Saansein Thehri Armaan Jaage
Dil Betaab Hai Har Lamha
Aap Ke Bin Shyam Savere
Hai Akela Hai Tanha
Dhadkan Ka Dhadakna Jaana
Mera Yun Tadapna Jaana
Aap Se Hi Saara Aalam
Aap Se Behekna Jaana
Aapko Bas Aap Se Hi
Ab to Hai Churaana Jaana
Aap Jaana Laajawaab Ho
Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Aap Ho
Mere Dard-E-Dil Darde Jigar Aap Ho
Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Aap Ho
Mere Dard-E-Dil Darde Jigar Aap Ho
