Lag Jaenge Lyrics

in

Lag Jaenge Lyrics, is a Hindi Playful song from the soundtrack of the Indian Hindi film Tum Mere Ho. The song is sung by Vivek Verma and composed by Vaibhav Pani, with lyrics of Lag Jaenge provided by Vivek Verma. The film Tum Mere Ho features Shaan R Grover, Isha Malviya, Anushka Luhar and Shreas Pardiwala in a lead role.

"Lag Jaenge" Song Details:

Movie: Tum Mere Ho
Singer(s):Vivek Verma
Lyricist(s):Vivek Verma
Music Director(s):Vaibhav Pani
Genre(s):Playful
Director(s):Ashish Panda
Music Label:© Saregama Music
Starring:Shaan R Grover, Isha Malviya, Anushka Luhar, Shreas Pardiwala
Release on:23rd October, 2026

Lag Jaenge Lyrics – Vivek Verma

Aise Kaise Pagal Jaise
Akal Pe Taala Jeb Me Paise
Itna Kya Tu Pyaar Me Uske Ghayal Hai Ghayal Hai
Jaane Tu Toh Saare Kisse
Katne Wali Harqat Fir Se
Thoda Nai Tu Saala Poora Paagal Hai Paagal Hai

Tujhe Loyalty K Aage Toxic Pyaar Chahiye
Chick-Chick Karne Wali Sir Pe Sawaar Chachiye
Jiska Koi Na Ilaaj Woh Bukhaar Chahiye
Phir Bolna Nai Yaaron Ne Ki ‘Bola Nai Tha’

Tere Lag Jaenge Lag Jaenge
Chotey Baat Maan Le Ghode Lag Jaenge
Lag Jaenge Chote Lag Jaenge
Tu Baat Maan Le Ghode Lag Jaenge
Lag Jaenge Lag Jaenge
Chote Baat Maan L**De Lag Jaenge
Lag Jaenge Tere Lag Jaenge
Tu Baat Maan Le Ghode Lag Jaenge

Bulaegi Par Jaane Ka Nai
Yeh Baat Jo Na Maani
Yaara Tu Bada Pachtaega
Tu Ladka Khandani
Par Tujhko Pata Nai
Museebatien Tu Sir Pe Le Aaega

Social Media K Aise Zamane Me
Tujhe Love Letter Wala Pyaar Chahiye
Umar Jaegi Kalesh Suljhane Me
Phir Bolna Nai Yaaron Ne Ki ‘Bola Nai Tha’

Tere Lag Jaenge Lag Jaenge
Chotey Baat Maan Le Ghode Lag Jaenge
Lag Jaenge Chote Lag Jaenge
Tu Baat Maan Le Ghode Lag Jaenge
Lag Jaenge Lag Jaenge
Chote Baat Maan L**De Lag Jaenge
Lag Jaenge Tere Lag Jaenge
Tu Baat Maan Le Ghode Lag Jaenge

Woh Kare Pehle Pyaar Fir Dil Pe Waar
Phir Bhi Bukhaar Tera Utre Na
Beshumaar Samjhaya Yaar
Phir Bhi Tu Jaane Kyu Samjhe Na

Tu Baat Baat Pe Maan Jaata Hai
Aisi Kya Majburi Hai
Kyu Dikhe Tujhe Har Jagha Hi Woh
Jaane Kya Pasoori Hai

Tujhe Loyalty K Aage Toxic Pyaar Chahiye
Chick-Chick Karne Wali Sir Pe Sawaar Chachiye
Jiska Koi Na Ilaaj Woh Bukhaar Chahiye
Phir Bolna Nai Yaaron Ne Ki ‘Bola Nai Tha’

Tere Lag Jaenge Lag Jaenge
Chotey Baat Maan Le Ghode Lag Jaenge
Lag Jaenge Chote Lag Jaenge
Tu Baat Maan Le Ghode Lag Jaenge
Lag Jaenge Lag Jaenge
Chote Baat Maan L**De Lag Jaenge
Lag Jaenge Tere Lag Jaenge
Tu Baat Maan Le Ghode Lag Jaenge

Is Sab Ko Kar De Paani-Paani
Woh Aisi Teri Raani
Na Jaane Kitne Dhokhe Tu Khaayega
Kyun Jhele Pareshaani? Ye Baat Jo Na Maani
Toh Yaara Tu Bada Pachhtaayega

Social Media K Aise Zamane Me
Tujhe Love Letter Wala Pyaar Chahiye
Umar Jaegi Kalesh Suljhane Me
Phir Bolna Nai Yaaron Ne Ki ‘Bola Nai Tha’

Tere Lag Jaenge Lag Jaenge
Chotey Baat Maan Le Ghode Lag Jaenge
Lag Jaenge Chote Lag Jaenge
Tu Baat Maan Le Ghode Lag Jaenge
Lag Jaenge Lag Jaenge
Chote Baat Maan L**De Lag Jaenge
Lag Jaenge Tere Lag Jaenge
Tu Baat Maan Le Ghode Lag Jaenge

Lag Jaenge Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.