Teri Yaad Lyrics

in

Teri Yaad Lyrics by Siyaahi and Adnan Sami from T-Series label. “Teri Yaad” Hindi song was composed by Acharya and Siyaahi, with lyrics written by Siyaahi and Maqbool Khwaja.

"Teri Yaad" Song Details:

Label: T-Series
Singer(s):Siyaahi, Adnan Sami
Lyricist(s):Siyaahi, Maqbool Khwaja
Music Director(s):Acharya, Siyaahi
Genre(s):Pop
Music Label:© T-Series

Teri Yaad Lyrics – Siyaahi, Adnan Sami

Jab Chandni Badhkar Raaton Pe Chhati Hai
Jab Chandni Badhkar Raaton Pe Chhati Hai
Teri Yaad Aise Mein Dil Ko Tadpati Hai
Teri Yaad Aati Hai

Subah Mein Pehla Nasha Din Mein Pehli Baar
Din Mein 24 Ghante Every Minute, Every Hour
Woh Na Puche Par Aankhon Se Karti Tehqiqaat
Kudi Badan Pe Kurti Aur Chudidar

Tu Hi Pata Aur Yeh Sab Tere Hawale
Khud Ki Parwah Nahi Par Tu Aa Ja Khud Ko Sambhale
Na Janmon Ka Rishta Main Tere Saath Dekhu Zamane
Mujhe Saaf-Saaf Pata Hum Nahi Padh Paate Ishare

Tu Na Jaane Na Maine Jaana Itne Sambhal
Utna Halak Se Niwala Kya Kasar Reh Gayi Thi Bata
Ek Aise Rishte Mein Jo Munh Ke Bal Gire
Jab Suna Sach Bola 16 Aana Humein Dard Nahi Sehna

Humein Bas Pyaar Chahiye
Kehti Door Se Khade Reh Ke Humein Taakti Hai
Kua Pyasa Koi Dhundhe Uski Pyaas Baaki Hai
Aur Hum Aaj Bhi Gumshuda Jab Teri Yaad Aati Hai

Meri Yaad Aati Hai
Jab Chandni Badhkar Raaton Pe Chhati Hai
Jab Chandni Badhkar Raaton Pe Chhati Hai
Teri Yaad Aise Mein Dil Ko Tadpati Hai
Teri Yaad Aati Hai

Who Is That Girl Jo Bhule Na Bulaye
Who Is That Girl Jo Bhule Na Bulaye
Tu Khaya Bura Waqt Hum Toh Tay Hi Nahi Kar Paaye
Mehfilon Mein Aa Ke Churaye Hum Toh Khul Mil Hi Nahi Paaye

Tere Deedar Ke Maare Bas Yeh Rehna Beete Jaaye
Nache Aise Kare Farsh Pe Tamasha
Kehti Dard Ki Diwani Mujhe Kash Toh Jarasa
Daba Na Mili Ghayal Kare Marz Tu Purana
Pairon Tale Zami Kisiki Tune Hans Ke Pukara

Meri Jaane Ja Tu Aise Tadpana
Tu Fayda Utha Mere Bholepan Kahan
Waise Kisi Ki Nahi Suni Bas Kiya Jo Man Chaha
Woh Kya Hi Wajah Hogi Jo Kar Diya Anjana

Dil Toota Toh Bharenge Harjana
Aur Aaj Bhi Teri Jhalak Dikhe Toh Mar Jawa
Main Sach Kahun Itna Tu Kahe Toh Sar Kalam
Tu Tabah Kare Mushkil Siyaahi Ka Bachpana

Phir Laut Ke Mat Jaana
Jab Chandni Badhkar Raaton Pe Chhati Hai
Jab Chandni Badhkar Raaton Pe Chhati Hai
Teri Yaad Aise Mein Dil Ko Tadpati Hai
Teri Yaad Aati Hai

Kaise Woh Baharon Ke Beete Nazaron Ke
Kaise Woh Baharon Ke Beete Nazaron Ke
Phir Aankhein Sunati Hai Aur Humko Rulati Hai
Phir Yaad Aati Hai

Teri Yaad Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *