Teri Yaad Lyrics – Siyaahi, Adnan Sami
Jab Chandni Badhkar Raaton Pe Chhati Hai
Jab Chandni Badhkar Raaton Pe Chhati Hai
Teri Yaad Aise Mein Dil Ko Tadpati Hai
Teri Yaad Aati Hai
Subah Mein Pehla Nasha Din Mein Pehli Baar
Din Mein 24 Ghante Every Minute, Every Hour
Woh Na Puche Par Aankhon Se Karti Tehqiqaat
Kudi Badan Pe Kurti Aur Chudidar
Tu Hi Pata Aur Yeh Sab Tere Hawale
Khud Ki Parwah Nahi Par Tu Aa Ja Khud Ko Sambhale
Na Janmon Ka Rishta Main Tere Saath Dekhu Zamane
Mujhe Saaf-Saaf Pata Hum Nahi Padh Paate Ishare
Tu Na Jaane Na Maine Jaana Itne Sambhal
Utna Halak Se Niwala Kya Kasar Reh Gayi Thi Bata
Ek Aise Rishte Mein Jo Munh Ke Bal Gire
Jab Suna Sach Bola 16 Aana Humein Dard Nahi Sehna
Humein Bas Pyaar Chahiye
Kehti Door Se Khade Reh Ke Humein Taakti Hai
Kua Pyasa Koi Dhundhe Uski Pyaas Baaki Hai
Aur Hum Aaj Bhi Gumshuda Jab Teri Yaad Aati Hai
Meri Yaad Aati Hai
Jab Chandni Badhkar Raaton Pe Chhati Hai
Jab Chandni Badhkar Raaton Pe Chhati Hai
Teri Yaad Aise Mein Dil Ko Tadpati Hai
Teri Yaad Aati Hai
Who Is That Girl Jo Bhule Na Bulaye
Who Is That Girl Jo Bhule Na Bulaye
Tu Khaya Bura Waqt Hum Toh Tay Hi Nahi Kar Paaye
Mehfilon Mein Aa Ke Churaye Hum Toh Khul Mil Hi Nahi Paaye
Tere Deedar Ke Maare Bas Yeh Rehna Beete Jaaye
Nache Aise Kare Farsh Pe Tamasha
Kehti Dard Ki Diwani Mujhe Kash Toh Jarasa
Daba Na Mili Ghayal Kare Marz Tu Purana
Pairon Tale Zami Kisiki Tune Hans Ke Pukara
Meri Jaane Ja Tu Aise Tadpana
Tu Fayda Utha Mere Bholepan Kahan
Waise Kisi Ki Nahi Suni Bas Kiya Jo Man Chaha
Woh Kya Hi Wajah Hogi Jo Kar Diya Anjana
Dil Toota Toh Bharenge Harjana
Aur Aaj Bhi Teri Jhalak Dikhe Toh Mar Jawa
Main Sach Kahun Itna Tu Kahe Toh Sar Kalam
Tu Tabah Kare Mushkil Siyaahi Ka Bachpana
Phir Laut Ke Mat Jaana
Jab Chandni Badhkar Raaton Pe Chhati Hai
Jab Chandni Badhkar Raaton Pe Chhati Hai
Teri Yaad Aise Mein Dil Ko Tadpati Hai
Teri Yaad Aati Hai
Kaise Woh Baharon Ke Beete Nazaron Ke
Kaise Woh Baharon Ke Beete Nazaron Ke
Phir Aankhein Sunati Hai Aur Humko Rulati Hai
Phir Yaad Aati Hai
