Aye Meri Maut Lyrics

in

"Aye Meri Maut" Song Details:

Movie: Payal (1957)
Singer(s):Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar
Lyricist(s):Rajendra Krishan
Composer(s):Hemant Kumar
Music Director(s):Hemant Kumar
Genre(s):Sad
Director(s):Joseph Taliath
Music Label:© Saregama
Starring:Sunil Dutt, Padmini, Agha, Achla Sachdev, David, Naaz, Baby Naaz, Ragini, Bipin Gupta, Minu Mumtaz
Release on:31st December, 1957

Aye Meri Maut Lyrics – Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar

Itni hasrat se bahaaron
Tumhe ham dekhte hain
Kabhi zanjeer kabhi apne qadam
Dekhte hain
Ho na ho
Ishq ki manzil hai qareeb aa pahunchi
Aaj kuch dard e jigar
Pahle se kam dekhte hain

lyricsbogie.com
Ae meri maut thahar
Hosh mein aa loon to chaloon
Aakhri geet muhabbat ka sunaa loon to chaloon

Ae meri maut thahar
Hosh mein aa loon to chaloon
Aakhri geet muhabbat ka sunaa loon to chaloon
Ae meri maut thahar

Ik naye daag ki is dil mein jagah baaki hai
Ik naye daag ki is dil mein jagah baaki hai
Ik naye daag ki is dil mein jagah baaki hai
Aur ik chot kaleje pe jo khaa loon to chaloon
Aakhri geet muhabbat ka sunaa loon to chaloon
Ae meri maut thahar
Hosh mein aa loon to chaloon
Aakhri geet muhabbat ka sunaa loon to chaloon
Ae meri maut thahar

Zindagi meri nahin
Hai ye amaanat uski
Zindagi meri nahin
Hai ye amaanat uski
Zindagi meri nahin
Hai ye amaanat uski
Apne taqdeer ke maalik ki duaa loon to chaloon
Aakhri geet muhabbat ka sunaa loon to chaloon
Ae meri maut thahar
Hosh mein aa loon to chaloon
Aakhri geet muhabbat ka sunaa loon to chaloon
Ae meri maut thahar.

Aye Meri Maut Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.