Bin Kasoor Lyrics – Akasa Singh, Aniket Shukla
Anchahe Faasle Jo Aa Gaye Hai
Ab Hum Kya Kare Kya Na Kare
Tu Bhi Nahi Hai Pass Me Toh
Kisko Dil Ki Bayan Kare Ha Kya Kare
Tere Meri Kahani Toh Na Bane Afsana
Meri Saanson Ke Sath Hi Hai
Ummeedon Ka Bhi Jaana
Bin Kasoor Bataye Mera
Tera Chhod K Mujhko Jaana
Kehte Sab Tera Pagal Mujhko
Pehle Kehte the Deewana
Kya Pata Gham Badle Khushi Mein
Ho Jaye Tere Laut Ke Aana
Ab Lage Ke Juda Na Hote
Jo Teri Baatein Sunte Jaana
Suljha Na Payein Jo Hua
Hum Uljhe Jaaye Re
Ke Jitna Kareeb Jaaye
Badh Rahe Hai Utne Faasle
Metho Sohne Chehre Tujhe Vi Bathere Milne
Par Dil Kise De Ni Inne Gehre Milne
Main Kinare Pe Baitha Intezar Karu
Kab Aaeingi Tujhe Ye Le K Lehrein Milne
Dekhna Jise Naseeb Nahi
Use Chahu Gale Lagana
Tere Jaane Se Aankh Bhari
Main Chahu Tujhe Dikhana
Bin Kasoor Bataye Mera
Tera Chhod K Mujhko Jaana
Kehte Sab Tera Pagal Mujhko
Pehle Kehte the Deewana
Kya Pata Gham Badle Khushi Mein
Ho Jaye Tere Laut Ke Aana
Ab Lage Ke Juda Na Hote
Jo Teri Baatein Sunte Jaana
