Dobara Nahi Lyrics

in

Dobara Nahi Lyrics: “Dobara Nahi” is a new Hindi song, voiced by Faheem Abdullah and Duha Shah. The song is composed by Hyder Dar, with lyrics for Dobara Nahi written by Faheem Abdullah and Duha Shah.

"Dobara Nahi" Song Details:

Label: T-Series
Singer(s):Faheem Abdullah, Duha Shah
Lyricist(s):Faheem Abdullah, Duha Shah
Music Director(s):Hyder Dar
Genre(s):Playful
Music Label:© T-Series

Dobara Nahi Lyrics – Faheem Abdullah, Duha Shah

Tujhe Dekhne Ki Khatir
Main Shabo Roz Jaga
Kahan Nahi Phira Main
Main to Dar Badar Hoon Bhaga

Koi Tujhse Yeh to Keh De
Koi Tujhko Karde Aagah
Ki Duaaon Mein Bhi Maine
Ek Sirf Tujhko Hai Manga

Dobara Yahi Jaana Nahi
Duniya Se Marjo Gar Jaani
Sahara Mera Milega Nahi
Kya Hai Sukoon Teri Jaani

Dobara Yahi Jaana Nahi
Duniya Se Marjo Gar Jaani
Sahara Mera Milega Nahi
Kya Hai Sukoon Teri Jaani

Tere Bin Meri Raatein Adhoori Hain
Tu Hi Hai Mera Sukoon
Tujhpe Maine Jaan Ye Vaari Hai
Tu Hi Hai Mera Junoon

Tere Bin Main Jeeunga Kaise Yun
Mit Jaye Mera Wajood
Har Shab Yun Hi Tanhaa Guzari Hai
Tujhko Na Bula Sakun

Ik Arse Se Hain Hazir
Dobara Yehi Khatir
Karde Duaa Me Shaamil
Main Hoon Bas Tere Khatir

Tujhe Dekhne Ki Khatir
Main Shabo Roz Jaga
Kahan Nahi Phira Main
Main to Dar Badar Hoon Bhaga

Dobara Yahi Jaana Nahi
Duniya Se Marjo Gar Jaani
Sahara Mera Milega Nahi
Kya Hai Sukoon Teri Jaani

Dobara Nahi Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.