Ek Saans Lyrics – Manish S Sharma
Tujs Mein Dikh Jaaun
Main Mujh Mein Tu Dikhe
Jism Ho Mera Aur
Teri Teri Rooh Dikhe
Mehsoos Karun Tera Hona
Ragon Mein Lahoo Ki Jagah
Chahun Main Tu Dhadke
Seene Mein Mere Dil Ki Tarah
Rehne Mujhe Itne Paas De
Tu Aur Main Dono Ek Saans Le
Rehne Mujhe Itne Paas De
Tu Aur Main Dono Ek Saans Le
Chadi Hai Khumari Teri Rahe Bekarari Teri
Dekhun Tere Khwaab Din Raat Mein
Karun Dildaari Teri Umar Ye Saari Teri
Chahun Tujhe Har Pal Saath Mein
Tujhse Rakh Lun Main
Duniya Ka Har Naata
Har Jagah Tujhko Hi
Main Dekhna Hoon Chahta
Charon Taraf Mere Itne Khayal Tere
Tujh Mein Main Mashroof Hoon
Itna Jo Dekha Tujhe Yaad Hua Hai Mujhe
Sar Se Lekar Paanv Tak Tu
Teri Parchayi Se Zyada
Rahun Nazdeek Tere
Chahun Main Tu Dhadke
Seene Mein Mere Dil Ki Tarah
Rehne Mujhe Itne Paas De
Tu Aur Main Dono Ek Saans Le
Rehne Mujhe Itne Paas De
Tu Aur Main Dono Ek Saans Le
Rehne Mujhe Itne Paas De
Tu Aur Main Dono Ek Saans Le
Rehne Mujhe Itne Paas De
Tu Aur Main Dono Ek Saans Le
Chadi Hai Khumari Teri Rahe Bekarari Teri
Dekhun Tere Khwaab Din Raat Mein
Karun Dildaari Teri Umar Ye Saari Teri
Chahun Tujhe Har Pal Saath Mein
तुझमें दिख जाऊं
मैं मुझमें तू दिखे
जिस्म हो मेरा और
तेरी तेरी रूह दिखे
महसूस करुं तेरा होना
रगों में लहू की जगह
चाहूं मैं तू धड़के
सीने में मेरे दिल की तरह
रहने मुझे इतने पास दे
तू और मैं दोनों एक सांस ले
रहने मुझे इतने पास दे
तू और मैं दोनों एक सांस ले
चढ़ी है खुमारी तेरी रहेगी बेकरारी तेरी
देखूँ तेरे ख्वाब दिन रात में
करुं दिलदारी तेरी उमर ये सारी तेरी
चाहूँ तुझे हर पल साथ में
तुझसे रख लूं मैं
दुनिया का हर नाता
हर जगह तुझको हाय
मैं देखना चाहता हूं
चरणों तरफ मेरे इतने ख्याल तेरे
तुझ में मैं मशरूफ़ हूँ
इतना जो देखा तुझे याद हुआ है मुझे
सर से लेकर पांव तक तू
तेरी परछाई से ज्यादा
रहूँ नज़दीक तेरे
चाहूं मैं तू धड़के
सीने में मेरे दिल की तरह
रहने मुझे इतने पास दे
तू और मैं दोनों एक सांस ले
रहने मुझे इतने पास दे
तू और मैं दोनों एक सांस ले
रहने मुझे इतने पास दे
तू और मैं दोनों एक सांस ले
रहने मुझे इतने पास दे
तू और मैं दोनों एक सांस ले
चढ़ी है खुमारी तेरी रहेगी बेकरारी तेरी
देखूँ तेरे ख्वाब दिन रात में
करुं दिलदारी तेरी उमर ये सारी तेरी
चाहूँ तुझे हर पल साथ में
