Fiza Ye Khiza Lyrics – Mohit Chauhan
Fiza ye khiza badal jayegi,
Yeh mauj-e-fanaa bikhar jayegi,
Fiza ye khiza badal jayegi,
Yeh mauj-e-fanaa bikhar jayegi,
Kashish-e magar ye dil se kabhi,
Chahe bhi to naa nikhal payegi,
Ae khatir tere nichhaavar mere,
Ye dono jahaan hai yaar mere,
Tu aa sath baant le har gum har khushi,
Ye aisi hai meri dosti,
Hai gardish bhi jismein haseen,
Iss farsh se uss arsh tak,
Hai bas tera mera zikar hi,
Ye aisi hai meri dosti,
Hai gardish bhi jismein haseen,
Iss farsh se uss arsh tak,
Hai bas tera mera zikar hi,
Saath mere tu jab bhi chala,
Hota gaya kam har faasla,
Saath mere tu jab bhi chala,
Hota gaya kam har faasla,
Sochu kabhi gar tu na hota,
Ae yaar mere mera kya hota,
Saath the hum rahe saath hi,
Hai fariyaad jazbat ki,
Na jismein hai ranjish koi,
Jab yaaron ka ho kaarvaan,
Manzil ki tab fikar hi nahi,
Ye aisi hai meri dosti,
Na jismein hai ranjish koi,
Jab yaaron ka ho kaarvaan,
Manzil ki tab fikar hi nahi.