Ishq Abhi Tak Zinda Lyrics

in

"Ishq Abhi Tak Zinda" Song Details:

Movie: Bhagmati (2005)
Singer(s):Farid Sabri, Vinod Sehgal
Lyricist(s):Muqtida Hasan Nida Fazli
Composer(s):Vishal Bhardwaj
Music Director(s):Vishal Bhardwaj
Genre(s):Qawwali
Director(s):Ashok Kaul
Music Label:© Universal
Starring:Tabu, Milind Soman, Somayajulu J.V.
Release on:10th June, 2005

Ishq Abhi Tak Zinda Lyrics – Farid Sabri, Vinod Sehgal

Bit gayi hain sadiya lekin
Ishq abhi tak zinda hain
Bhul gaya tarikh jamana
Ishq abhi tak zinda hain
Ek khuda ke sau jalwo
Se har jarra sa zinda hain
Ishq abhi tak zinda hain
Ishq abhi tak zinda hain

lyricsbogie.com
Yaha kaa har patthar kehta
Hain afsana dildaro kaa
Har khandar mein poshida
Hain apna chand sitaro kaa
Yaha ki naye hain wado
Ki mausam hain didar kaa
Ishq hakikaat ishq fasana
Ishq abhi tak zinda hain
Ishq abhi tak zinda hain
Ishq abhi tak zinda hain
Ishq abhi tak zinda hain
Ishq abhi tak zinda hain
Ishq abhi tak zinda hain
Ishq abhi tak abhi tak
Abhi tak zinda hain
Ishq abhi tak zinda hain
Ishq abhi tak zinda hain
Ishq abhi tak zinda hain
Ishq abhi tak zinda hain
Ishq abhi tak zinda hain
Ishq abhi tak zinda hain
Ishq abhi tak zinda hain
Mere saiya mere saiya

Kaho hawao se phool chadhaye
Phool chadaye phool chadaye
Phool chadaye phool chadaye
Kaho fijao se rang udaye
Rang udaye rang udaye
Rang udaye rang udaye
Kaho hawao se phool chadhaye
Kaho fijao se rang udaye
Kaho gagan se shish jhukaye
Shish jhukaye shish jhukaye
Shish jhukaye shish jhukaye
Yeh dharti hain dilwalo ki
Yeh mandir hain pyar kaa
Taj raha naa takt yaha pe
Ishq abhi tak zinda hain
Ishq abhi tak zinda hain
Ishq abhi tak zinda hain
Ishq abhi tak zinda hain

Ishq abhi tak abhi tak zinda hain
Ishq khuda hain ishq nafi hain
Ishq hain lamha ishq sadi hain
Ishq hi mira kaa iktara
Ishq hi majnu kaa banjara
Ishq hi jam jam kaa fauara
Ishq hi ganga ji ki dhara
Yahi woh miti hain jisne
Har bhed bhav mitaya tha
Yahi mohammad kuli ko
Sabne dil ko dharam banaya tha
Ek khuda ke sau jalwo se
Har jarra sa zinda hain
Ishq abhi tak abhi tak
Abhi tak zinda hain
Ishq abhi tak zinda hain
Ishq abhi tak zinda hain
Ishq abhi tak zinda hain
Ishq abhi tak zinda hain
Ishq abhi tak zinda hain
Ishq abhi tak zinda hain
Ishq abhi tak zinda hain
Ishq abhi tak zinda hain
Ishq abhi tak zinda hain
Ishq abhi tak zinda hain.

Ishq Abhi Tak Zinda Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.