Jahan Jahan Mujhe Sehra Lyrics – Chitra Singh (Chitra Dutta)
English
Jahan jahan mujhe sehra dikhayi deta hain
Jahan jahan mujhe sehra dikhayi deta hain
Meri tarah se akela dikhayi deta hain
Jahan jahan mujhe sehra dikhayi deta hain
Yeh ek abr ka tukda kahan kahan barse
Yeh ek abr ka tukda kahan kahan barse
Tamam dasht hi pyaasa dikhayi deta hain
Jahan jahan mujhe sehra dikhayi deta hain
lyricsbogie.com
Yeh kis maqaam pe laayee hain justjoo teriYeh kis maqaam pe laayee hain justjoo teri
Jahan se arsh bhi nicha dikhayi deta hain
Jahan jahan mujhe sehra dikhayi deta hain
Meri tarah se akela dikhayi deta hain
Jahan jahan mujhe sehra dikhayi deta hain.