khwaab Lyrics – Emiway Bantai
Chhoda Tha Chhat Phir Bhi Bade-Bade Khwaab Dekh Rahe the
Log Humse Khaali Apna Laabh Dekh Rahe the
Kaise Bolun Tujhe Kabhi Maine Kiya Nahi Complain
Chubh Rahe the Kaante Phir Bhi Hum Gulaab Dekh Rahe the
Asli Chehra Dikha Diya Humein Sabne
Humein Laga Hum Hi Khud Yahaan Pe Sab Kuch Saaf Dekh Rahe the
Gulmohar Ke Is Baat Ka Aaj Mitti Ke Oopar Hai
Kal Mitti Mein Mil Jaayega Dil Saaf Kar Le Be
Wish You Find Somebody Jiske Saath You Can Fly to Paris
Main Pahuncha Aaya Yahaan Pe Khaali Karke Baggage
Middle Class Boy Life Hua Lavish Stage Pe Main Travis
Kahaan Gayi Woh Pehle Waali Yaariyaan?
Sabke Sar Pe Kaafi Zimmedaariyaan
Scooty Pe Chaar-Paanch Dost Ghoomte the
Ab Akela Aage-Peeche Bas Gaadiyaan
They Say It Starts Getting Lonely
When You Get to the Top
Woh Mera Banda Hai Kise Karun Main Ab Call?
Shout Out to My Baby She Didn’T Let Me Fall
Duniya Hai Kaafi Zaalim I Don’T Trust Them All
Truth Nahi Bolta Hai Tu Sahi I Can Feel Your Energy
Jitna Bada Naam Utne Banenge Yahaan Enemies
I Ain’T Gonna Lie Music Hai Na Mera Therapy
Tired Hai Jo Friday Main Drop Karun Melodies
I Don’T Even Know What I’M Chasing No More
Itne Saare Drops Jaise Bitch I’M Feeling Fomo
Toota Hua Kaanch Jaisa Dil Still I’M Stone Cold
Hoon Main Apne Raaste Mujhe Akele Chhod Do
I Ain’T Gotta Prove Nobody
if Main Chaahun Kal Jaake Utha Loon Rari
Tere Jaise Nahi Jaanta Fukat Ki Party
Kaise Ho Saare Hi Everybody I’M Really Sorry
Koi Nahi Poochha Hoga Tujhse Kaise Hai?
Bas Poochhenge Ye Boy Ke Jeb Mein Paisa Hai?
Kaisa Kar Raha Feel Kise Farq Nahi?
Kya Karein Zamaana Hi Yahaan Aisa Hai?
Wish You Find Somebody Jiske Saath You Can Fly to Paris
Main Pahuncha Aaya Yahaan Pe Khaali Karke Baggage
Middle Class Boy Life Hua Lavish Stage Pe Main Travis
Kahaan Gayi Woh Pehle Waali Yaariyaan?
Sabke Sar Pe Kaafi Zimmedaariyaan
Scooty Pe Chaar-Paanch Dost Ghoomte the
Ab Akela Aage-Peeche Bas Gaadiyaan
